ya rasoolallah ! ya habeeballah !pukaaro, ya rasoolallah ! ya habeeballah !tum bhi kar ke un ka charchaapne dil chamkaaounche me.n uncha nabi ka jhandaaa'la se aa'la nabi ka jhanda'azmat waala nabi ka jhandaghar ghar me.n lehraaopukaaro, ya rasoolallah ! ya habeeballah !pukaaro, ya rasoolallah ! ya habeeballah ! noor se apne sarwar-e-'aalamduniya jagmagaane aaeGam ke maaro.n, dukhiyaaro.n kowo seene se lagaane aaeduniya jagmagaane aaeduniya jagmagaane aaenoor-e-nigaah-e-ambiyamere huzoor aa gaeshaan-o-nishaan-e-kibriyamere huzoor aa gaenoor se apne sarwar-e-'aalamduniya jagmagaane aae marhaba ! bolo marhaba marhaba !jhoom kar bolo marhaba marhaba !jhoom kar bolo marhaba !momino ! waqt-e-adab haiaamad-e-mahboob-e-rab haijaa-e-aadaab-o-tarab haiaamad-e-shaah-e-'arab haimarhaba ! bolo marhaba marhaba !jhoom kar bolo marhaba !baj rahe hai.n shaadiyaanebut lage kalima sunaanehar zabaa.n par hai.n taraaneaamad-e-shaah-e-'arab hai salle-'ala pukaaro, sarkaar aa rahe hai.nuTho, ai be-sahaaro ! sarkaar aa rahe hai.nmaulood ki gha.Di hai, chalo aamina ke ghar parai KHuld ki bahaaro ! sarkaar aa rahe hai.njo maangna hai maango, jo lena hai so le loduniya ke taajdaaro ! sarkaar aa rahe hai.n saare pa.Dho durood aj sarkaar aa gaeduniya te do-jahaanaa.n de muKHtaar aa gaesaare pa.Dho durood aj sarkaar aa gaeghar aamina de ho gai aamad huzoor divekhaN farishte aap da ruKHsaar aa gaesaare pa.Dho durood aj sarkaar aa gae jashn-e-'eid-e-baarahwi.n manaaa gae huzoor aa gaegoonj uThi sada-e-marhabaaa gae huzoor aa gae'arsh-o-farsh ki thi guftugumai.n ba.Da hu.n ya ba.Da hai tufarsh bola ab hu.n mai.n ba.Daaa gae huzoor aa gaejashn-e-'eid-e-baarahwi.n manaaa gae huzoor aa gaegoonj uThi sada-e-marhabaaa gae huzoor aa gae ham KHushi manaaenge, tum jalo ya mar jaaonaa't gungunaaenge, tum jalo ya mar jaaomustafa ki aamad par sabz rang ka jhandachhat pe ham lagaaenge, tum jalo ya mar jaaomustafa ki 'azmat par, 'izzat-e-payambar parjaan ham luTaaenge, tum jalo ya mar jaaomaslak-e-raza, beshak ! raasta hai jannat kasab ko ye bataaenge, tum jalo ya mar jaao dhoom har jaanib machi hai aap ke meelaad kihar musalmaa.n ko KHushi hai aap ke meelaad kijin ke 'amalo.n me.n hai sab kuchh, par nahi.n chehre pe noorun ke daaman me.n kami hai aap ke meelaad kibeshumaar us par barasti hai.n KHuda ki rahmate.nbazm jis ghar me.n saji hai aap ke meelaad ki jaan-e-rahmat, shaan-e-rahmat aamina ka laal haisaari duniya ki zaroorat aamina ka laal haishaan-e-rahmat, jaan-e-rahmat aamina ka laal haisaari duniya ki zaroorat aamina ka laal haigod me.n le kar ke aaqa ko haleema ne kahachaand se bhi KHoobsoorat aamina ka laal haiteri Gurbat ko miTa dega ye kuchh hi waqt me.nai haleema ! teri qismat aamina ka laal haiMuslim Life Pro
Naat Sharif, Manqabat Sharif, Salat-o-Salam, Hadith Sharif, News, Halal, Health, Islamic Content, and Much More
पुकारो या रसूलल्लाह | तुम भी कर के उन का चर्चा अपने दिल चमकाओ / Pukaro Ya Rasoolallah | Pukaro Ya Rasool Allah | Tum Bhi Kar Ke Unka Charcha Apne Dil
नूर से अपने सरवर-ए-आलम दुनिया जगमगाने आए / Noor Se Apne Sarwar-e-Aalam Duniya Jagmagane Aae
मरहबा बोलो मरहबा | झूम कर बोलो मरहबा / Marhaba Bolo Marhaba | Jhoom Kar Bolo Marhaba
सल्ले अला पुकारो सरकार आ रहे हैं | मौलूद की घड़ी है चलो आमिना के घर पर / Salle Ala Pukaro Sarkar Aa Rahe Hain | Maulood Ki Ghadi Hai Chalo Aamina Ke Gh
सारे पढ़ो दुरूद अज सरकार आ गए / Sare Padho Durood Aj Sarkar Aa Gaye | Sare Parho Durood Aj Sarkar Aa Gaye
आ गए हुज़ूर आ गए / Aa Gae Huzoor Aa Gae | Aa Gaye Huzoor Aa Gaye
तुम जलो या मर जाओ | हम ख़ुशी मनाएँगे तुम जलो या मर जाओ / Tum Jalo Ya Mar Jao | Hum Khushi Manaenge Tum Jalo Ya Mar Jao
धूम हर जानिब मची है आप के मीलाद की / Dhoom Har Janib Machi Hai Aap Ke Milad Ki
जान-ए-रहमत शान-ए-रहमत आमिना का लाल है / Jaan-e-Rahmat Shaan-e-Rahmat Aamina Ka Laal Hai
Introduction
The tradition of reciting Naat is as old as the history of Islam. Naat is the way for the Holy Prophet Muhammad to express respect, compassion and love. Muslims all over the world love and respect Prophet Muhammad by Naat Sharif. However, they are written in many different languages and Naat Lyrics can be found on internet.
What is Naat
Naat Sharif is the name of the term spoken in appreciation of our beloved Prophet Hazrat Muhammad (PBUH). A Naat is a poem sung to praise Islam’s last prophet, Hazrat Muhammad (PBUH), without a music. Naat Pak is a religious ritual in Islam to praise Hazrat Muhammad (PBUH) and is used in India, Pakistan and other countries by Muslim people.
The Naat is a poetic representation of physical and spiritual perfection (peace and blessings be upon him) and the high rank of the Holy Prophet. Hazrat Hassan Bin Thabit (R.A.) is one of the best Naat khawans of the era of the Holy Prophet (peace and blessings be upon him). Naats are also referred to as Naat e Sharif, Naat e Mubarak, Naat e Pak, etc.
His companions would love to praise his dignity throughout the life of the Prophet (SAWS). It had already reached the point that the Prophet himself had asked his beloved followers to praise him with moderation.
The origins of Naat were meant to be from that time. Even if it’s really hard to trace back the authenticity. Naat Sharif can be written in different ways. However, compared to other tributes and qasida, their distinctive characteristic is the sincere and personal manner in which they are written. Naat is an effective and lyrical poem in which the poet directly refers to and prays for the Prophet (SAW). In the first century of Islam, writing and reciting Naat Sharif for the Prophet (SAW) became a common tradition and remained unchanged until today.
History of Naat
The history of Naats and Naat Khuwani goes back to the time of Prophet Muhammad (SAW) himself. it is presented Before the beginning of any massive event in Muslim countries. Arabs or Middle Easterners were great artists who used to present Naat. At a time when people began to understand Islam, a poet named Hassan also converted to faith and, as history indicates, became the main Naat Khuwan who used to recite Naat in honor of the early Islamic era of Prophet Muhammad (PBUH), the Holy Prophet Muhammad (PBUH) companions and disciples used the medium of Naat Sharif to worship him. The Naat Sharif originated from that time and was later turned into a new style. Several companions have compiled Naats for the Prophet Muhammad (PBUH).
Naat Sharif Trend in India & Pakistan
The trend was first presented by Persian poets in the Indian subcontinent (Pakistan, India, and Bangladesh), but later by Urdu poets in the eighteenth and nineteenth centuries. Urdu is a dialect devoted to Naat Sharif and has been devoted to this wonderful style of articulation for three centuries, which remains solely for the praise of the Prophet Muhammad (PBUH).
You Can now get new Naats, Naat Lyrics and Naat videos from our website. We have a huge collection of Urdu naat and you can now easily download Naat in any format.
naat lyrics, naat lyrics in hindi, naat lyrics in english, naat lyrics in urdu, naat lyrics owais raza qadri, naat lyrics in english translation, naat lyrics ala hazrat, naat lyrics in urdu translation, naat lyrics in urdu pdf download, naat lyrics in english writing, naat lyrics hindi, naat lyrics urdu, new naat lyrics in urdu, best naat lyrics in urdu, best naat lyrics in hindi, beautiful english naat lyrics, new naat lyrics in english, salam lyrics, naat sharif lyrics