lab pe salle ala ke taraaneashk aankhon mein aaye hue hainye hawa ye faza keh rahi haiaap tashreef laaye hue hain
aaraam gunahgaar ko ik pal nahi.n miltasar se mere aalaam ka sooraj nahi.n Dhaltaआराम गुनहगार को इक पल नहीं मिलतासर से मेरे आलाम का सूरज नहीं ढलता
tanam-farsooda jaa.n-paara ze-hijraa.n, ya rasoolallah !dilam pazmurda aawaara ze-'isyaa.n, ya rasoolallah !तनम-फ़र्सूदा जाँ-पारा ज़े-हिज्राँ, या रसूलल्लाह !दिलम पज़मुर्दा आवारा ज़े-'इस्याँ, या रसूलल्लाह !
chamak tujhse paate hei.n sab paane waalemera dil bhi chamkaa-de chamkaane waale !चमक तुझसे पाते हैं सब पाने वालेमेरा दिल भी चका दे चमकाने वाले
Khula hai sabhi ke liye Baabe RahematWahaan koi Rutbe mein adnaa na aaliMuraadon se Daaman Nahin koi khaaliKataarein lagaaye khade hein sawaali
dilo.n se gam mitaata hai muhammad naam aisa hainagar ujade basaata hai muhammad naam aisa haiunhi.n ke naam se paayi fakiro.n ne shahenshahiKHuda se bhi milaata hai, muhammad naam aisa haiunhi.n ke zikr se roshan, rute.n fir laut aati he.nnasibo.n ko jagaata hai muhammad naam aisa hai
Apne Malik ka Main Naam lekarBazm ki Ibtida kar raha hunYa Khuda Aabru rakh Meri TuTeri Hamdo Sana kar raha hunTu Jo chahe to ban jaye KismatMere Sajdon ki kya hai hakikatTeri Chokhat pe Sar ko jhuka karFarz Apna ada kar raha hunApne Malik ka Main Naam lekarBazm ki Ibtida kar raha hun















