::

Search

दुनिया का सब से बड़ा जश्न है / Duniya Ka Sab Se Bada Jashn Hai | Dunya Ka Sab Se Bara Jashn Hai

  • Share this:
दुनिया का सब से बड़ा जश्न है / Duniya Ka Sab Se Bada Jashn Hai | Dunya Ka Sab Se Bara Jashn Hai

assalaamu 'alaika ya ! ya rasoolallah !
assalaamu 'alaika ya habibi ! ya nabiyallah !

saj gai hai ye zamee.n, saj gaya hai aasmaa.n
mustafa ke noor se saj gaya hai kul jahaa.n

marhaba ! marhaba !
marhaba ya mustafa salle-'ala !

duniya ka sab se ba.Da, sab se ba.Da jashn hai
mere sarkaar ke meelaad ka ye jashn hai

aaqa ka jashn hai, maula ka jashn hai
pyaare ka jashn hai, jashn hai

jab baarahwi.n ka chaand zamaane pe chha gaya
but gir gae zameen pe, shaitaan ro pa.Da
taare bhi jhoom jhoom ke qadmo.n me.n gir gae
kaa'ba bhi mustafa ki salaami ko jhuk gaya

saj gai hai ye zamee.n, saj gaya hai aasmaa.n
mustafa ke noor se saj gaya hai kul jahaa.n

marhaba ! marhaba !
marhaba ya mustafa salle-'ala !

duniya ka sab se ba.Da, sab se ba.Da jashn hai
mere sarkaar ke meelaad ka ye jashn hai

marhaba ya mustafa ! marhaba ya mustafa !


sab se ba.Da hai jashn KHuda ke habeeb ka
jin ke tufail rab ne banaae hai.n do-jahaa.n
hote na mustafa to na hoti ye kaainaat
zinda hai.n ham jo aaj, hai sadqa rasool ka

saj gai hai ye zamee.n, saj gaya hai aasmaa.n
mustafa ke noor se saj gaya hai kul jahaa.n

marhaba ! marhaba !
marhaba ya mustafa salle-'ala !

duniya ka sab se ba.Da, sab se ba.Da jashn hai
mere sarkaar ke meelaad ka ye jashn hai


shaan-e-nabi ka bayaa.n, maqsad-e-meelaad hai
aal-e-nabi se wafa, maqsad-e-meelaad hai
zikr ho as.haab ka, maqsad-e-meelaad hai
zindagi me.n raushni, barkat-e-meelaad hai
'ilm se ye dosti, barkat-e-meelaad hai
imaa.n me.n taazgi, barkat-e-meelaad hai
mustafa ki guftugu, 'azmat-e-meelaad hai
ho rahi hai chaar-soo, 'azmat-e-meelaad hai
'aashiqo.n ke ru-ba-ru, 'azmat-e-meelaad hai

aaya hai aaj wo jise aadam kare salaam
har ik nabi ka rab ne banaaya jise imaam
'isa ko bhi hai ummati hone ki aarzoo
yusuf bhi jis pe qurbaa.n hai, jibreel hai Gulaam

saj gai hai ye zamee.n, saj gaya hai aasmaa.n
mustafa ke noor se saj gaya hai kul jahaa.n

marhaba ! marhaba !
marhaba ya mustafa salle-'ala !

duniya ka sab se ba.Da, sab se ba.Da jashn hai
mere sarkaar ke meelaad ka ye jashn hai


tala'al-badru 'alaina, min saniyyatil-wadaa'i
wajaba-shshukru 'alaina, maa da'aa lillahi daa'i

aae nabi to beTiyaa.n dabne se bach gai.n
bewaao.n ki bhi Doliyaa.n hai.n phir se saj gai.n
maao.n kho KHuld, beTi ko rahmat bana diya
deewaare.n nafrato.n ki zamee.n me.n hai.n dhans gai.n

saj gai hai ye zamee.n, saj gaya hai aasmaa.n
mustafa ke noor se saj gaya hai kul jahaa.n

marhaba ! marhaba !
marhaba ya mustafa salle-'ala !

duniya ka sab se ba.Da, sab se ba.Da jashn hai
mere sarkaar ke meelaad ka ye jashn hai

aaqa ka jashn hai, maula ka jashn hai
pyaare ka jashn hai, jashn hai


kar ke charaagaa.n saara jahaa.n jagmaga diya
har ghar pe 'aashiqo.n ne hai jhanda laga diya
langar kahi.n hai aur kahi.n sharbat-o-sabeel
'ushshaaq-e-mustafa kabhi hote nahi.n baKHeel

saj gai hai ye zamee.n, saj gaya hai aasmaa.n
mustafa ke noor se saj gaya hai kul jahaa.n

marhaba ! marhaba !
marhaba ya mustafa salle-'ala !

duniya ka sab se ba.Da, sab se ba.Da jashn hai
mere sarkaar ke meelaad ka ye jashn hai


nabiyo.n ke sultaan aae ! marhaba ya mustafa !
do-jahaa.n ki shaan aae ! marhaba ya mustafa !
saahib-e-qur.aan aae ! marhaba ya mustafa !
'aashiqo.n ki jaan aae ! marhaba ya mustafa !
sayyid-o-sardaar aae ! marhaba ya mustafa !
KHalq ke sarkaar aae ! marhaba ya mustafa !
ahmad-e-muKHtaar aae ! marhaba ya mustafa !
dilbar-o-dildaar aae ! marhaba ya mustafa !
marhaba ya mustafa ! marhaba ya mustafa !

assalaam, ai jaan-e-'aalam !
assalaam, imaan-e-'aalam !
shaah-e-dee.n ! sultaan-e-'aalam !
marhaba mustafa !

ye jashn koi aaj ki ijaad to nahi.n
sadiyo.n se ho raha hai, naee baat to nahi.n
aamad ki apni yaad nabi ne manaai hai
KHud rabb-e-kaainaat ne mehfil sajaai hai

saj gai hai ye zamee.n, saj gaya hai aasmaa.n
mustafa ke noor se saj gaya hai kul jahaa.n

marhaba ! marhaba !
marhaba ya mustafa salle-'ala !

duniya ka sab se ba.Da, sab se ba.Da jashn hai
mere sarkaar ke meelaad ka ye jashn hai

marhaba ya mustafa ! marhaba ya mustafa !


rab ne rasool-e-paak ko baKHsha hai wo maqaam
insaan kya charind bhi karte hai.n ehtiraam
sooraj phire to chaand ishaare se chaak ho
baadal kare hai saaya, shajar bhi kare.n salaam

saj gai hai ye zamee.n, saj gaya hai aasmaa.n
mustafa ke noor se saj gaya hai kul jahaa.n

marhaba ! marhaba !
marhaba ya mustafa salle-'ala !

duniya ka sab se ba.Da, sab se ba.Da jashn hai
mere sarkaar ke meelaad ka ye jashn hai

aaqa ka jashn hai, maula ka jashn hai
pyaare ka jashn hai, jashn hai


naamoos-e-mustafa ke muhaafiz pe ho salaam
ahmad raza pe, KHaadim-e-razavi pe ho salaam
naamoos par ho pehra, Hai 'Aasim ! mishan yahi
hai jaan bhi hamaari rasool-e-KHuda ke naam

labbaik ! labbaik ! labbaik ya rasoolallah !
labbaik ! labbaik ! labbaik ya rasoolallah !


ye dil bhi tumhaara hai ! labbaik ya rasoolallah !
ye jaa.n bhi tumhaari hai ! labbaik ya rasoolallah !
ham 'ishq ke Gaazi hai.n ! labbaik ya rasoolallah !
ham tere sipaahi hai.n ! labbaik ya rasoolallah !
sauda nahi.n karenge ! labbaik ya rasoolallah !
imaan na bechenge ! labbaik ya rasoolallah !
sab kuchh hi tumhaara hai ! labbaik ya rasoolallah !
sab kuchh hi luTaaenge ! labbaik ya rasoolallah !
labbaik ya rasoolallah ! labbaik ya rasoolallah !


Poet:

Muhammad Asim ul Qadri Muradabadi

Naat-Khwaan:

Hafiz Tahir Qadri
Hafiz Ahsan Qadri

अस्सलामु 'अलैका या ! या रसूलल्लाह !
अस्सलामु 'अलैका या हबीबी ! या नबियल्लाह !

सज गई है ये ज़मीं, सज गया है आसमाँ
मुस्तफ़ा के नूर से सज गया है कुल जहाँ

मरहबा ! मरहबा ! मरहबा या मुस्तफ़ा सल्ले-'अला !

दुनिया का सब से बड़ा, सब से बड़ा जश्न है
मेरे सरकार के मीलाद का ये जश्न है

आक़ा का जश्न है, मौला का जश्न है
प्यारे का जश्न है, जश्न है

जब बारहवीं का चाँद ज़माने पे छा गया
बुत गिर गए ज़मीन पे, शैतान रो पड़ा
तारे भी झूम झूम के क़दमों में गिर गए
का'बा भी मुस्तफ़ा की सलामी को झुक गया

सज गई है ये ज़मीं, सज गया है आसमाँ
मुस्तफ़ा के नूर से सज गया है कुल जहाँ

मरहबा ! मरहबा ! मरहबा या मुस्तफ़ा सल्ले-'अला !

दुनिया का सब से बड़ा, सब से बड़ा जश्न है
मेरे सरकार के मीलाद का ये जश्न है

मरहबा या मुस्तफ़ा ! मरहबा या मुस्तफ़ा !


सब से बड़ा है जश्न ख़ुदा के हबीब का
जिन के तुफ़ैल रब ने बनाए हैं दो-जहाँ
होते न मुस्तफ़ा तो न होती ये काइनात
ज़िंदा हैं हम जो आज, है सदक़ा रसूल का

सज गई है ये ज़मीं, सज गया है आसमाँ
मुस्तफ़ा के नूर से सज गया है कुल जहाँ

मरहबा ! मरहबा ! मरहबा या मुस्तफ़ा सल्ले-'अला !

दुनिया का सब से बड़ा, सब से बड़ा जश्न है
मेरे सरकार के मीलाद का ये जश्न है

आक़ा का जश्न है, मौला का जश्न है
प्यारे का जश्न है, जश्न है


शान-ए-नबी का बयाँ, मक़्सद-ए-मीलाद है
आल-ए-नबी से वफ़ा, मक़्सद-ए-मीलाद है
ज़िक्र हो असहाब का, मक़्सद-ए-मीलाद है
ज़िंदगी में रौशनी, बरकत-ए-मीलाद है
'इल्म से ये दोस्ती, बरकत-ए-मीलाद है
ईमाँ में ताज़गी, बरकत-ए-मीलाद है
मुस्तफ़ा की गुफ़्तुगू, 'अज़मत-ए-मीलाद है
हो रही है चार-सू, 'अज़मत-ए-मीलाद है
'आशिक़ों के रू-ब-रू, 'अज़मत-ए-मीलाद है

आया है आज वो जिसे आदम करे सलाम
हर इक नबी का रब ने बनाया जिसे इमाम
'ईसा को भी है उम्मती होने की आरज़ू
यूसुफ़ भी जिस पे क़ुर्बां है, जिब्रील है ग़ुलाम

सज गई है ये ज़मीं, सज गया है आसमाँ
मुस्तफ़ा के नूर से सज गया है कुल जहाँ

मरहबा ! मरहबा ! मरहबा या मुस्तफ़ा सल्ले-'अला !

दुनिया का सब से बड़ा, सब से बड़ा जश्न है
मेरे सरकार के मीलाद का ये जश्न है


त़ल'अल-बद्रु 'अलैना, मिन स़निय्यतिल-वदा'इ
वजब-श्शुक्रु 'अलैना, मा द'आ लिल्लाहि दा'ई

आए नबी तो बेटियाँ दबने से बच गईं
बेवाओं की भी डोलियाँ हैं फिर से सज गईं
माओं को ख़ुल्द, बेटी को रहमत बना दिया
दीवारें नफ़रतों की ज़मीं में हैं धँस गईं

सज गई है ये ज़मीं, सज गया है आसमाँ
मुस्तफ़ा के नूर से सज गया है कुल जहाँ

मरहबा ! मरहबा ! मरहबा या मुस्तफ़ा सल्ले-'अला !

दुनिया का सब से बड़ा, सब से बड़ा जश्न है
मेरे सरकार के मीलाद का ये जश्न है

आक़ा का जश्न है, मौला का जश्न है
प्यारे का जश्न है, जश्न है

कर के चराग़ाँ सारा जहाँ जगमगा दिया
हर घर पे 'आशिक़ों ने है झंडा लगा दिया
लंगर कहीं है और कहीं शर्बत-ओ-सबील
'उश्शाक़-ए-मुस्तफ़ा कभी होते नहीं बख़ील

सज गई है ये ज़मीं, सज गया है आसमाँ
मुस्तफ़ा के नूर से सज गया है कुल जहाँ

मरहबा ! मरहबा ! मरहबा या मुस्तफ़ा सल्ले-'अला !

दुनिया का सब से बड़ा, सब से बड़ा जश्न है
मेरे सरकार के मीलाद का ये जश्न है


नबियों के सुल्तान आए ! मरहबा या मुस्तफ़ा !
दो-जहाँ की शान आए ! मरहबा या मुस्तफ़ा !
साहिब-ए-क़ुरआन आए ! मरहबा या मुस्तफ़ा !
'आशिक़ों की जान आए ! मरहबा या मुस्तफ़ा !
सय्यिद-ओ-सरदार आए ! मरहबा या मुस्तफ़ा !
ख़ल्क़ के सरकार आए ! मरहबा या मुस्तफ़ा !
अहमद-ए-मुख़्तार आए ! मरहबा या मुस्तफ़ा !
दिलबर-ओ-दिलदार आए ! मरहबा या मुस्तफ़ा !
मरहबा या मुस्तफ़ा ! मरहबा या मुस्तफ़ा !

अस्सलाम, ऐ जान-ए-'आलम !
अस्सलाम, ईमान-ए-'आलम !
शाह-ए-दीं ! सुल्तान-ए-'आलम !
मरहबा मुस्तफ़ा !

ये जश्न कोई आज की ईजाद तो नहीं
सदियों से हो रहा है, नई बात तो नहीं
आमद की अपनी याद नबी ने मनाई है
ख़ुद रब्ब-ए-काइनात ने महफ़िल सजाई है

सज गई है ये ज़मीं, सज गया है आसमाँ
मुस्तफ़ा के नूर से सज गया है कुल जहाँ

मरहबा ! मरहबा ! मरहबा या मुस्तफ़ा सल्ले-'अला !

दुनिया का सब से बड़ा, सब से बड़ा जश्न है
मेरे सरकार के मीलाद का ये जश्न है

मरहबा या मुस्तफ़ा ! मरहबा या मुस्तफ़ा !


रब ने रसूल-ए-पाक को बख़्शा है वो मक़ाम
इंसान क्या चरिंद भी करते हैं एहतिराम
सूरज फिरे तो चाँद इशारे से चाक हो
बादल करे है साया, शजर भी करें सलाम

सज गई है ये ज़मीं, सज गया है आसमाँ
मुस्तफ़ा के नूर से सज गया है कुल जहाँ

मरहबा ! मरहबा ! मरहबा या मुस्तफ़ा सल्ले-'अला !

दुनिया का सब से बड़ा, सब से बड़ा जश्न है
मेरे सरकार के मीलाद का ये जश्न है

आक़ा का जश्न है, मौला का जश्न है
प्यारे का जश्न है, जश्न है


नामूस-ए-मुस्तफ़ा के मुहाफ़िज़ पे हो सलाम
अहमद रज़ा पे, ख़ादिम-ए-रज़वी पे हो सलाम
नामूस पर हो पहरा, है 'आसिम ! मिशन यही
है जान भी हमारी रसूल-ए-ख़ुदा के नाम

लब्बैक ! लब्बैक ! लब्बैक या रसूलल्लाह !
लब्बैक ! लब्बैक ! लब्बैक या रसूलल्लाह !


ये दिल भी तुम्हारा है ! लब्बैक या रसूलल्लाह !
ये जाँ भी तुम्हारी है ! लब्बैक या रसूलल्लाह !
हम 'इश्क़ के ग़ाज़ी हैं ! लब्बैक या रसूलल्लाह !
हम तेरे सिपाही हैं ! लब्बैक या रसूलल्लाह !
सौदा नहीं करेंगे ! लब्बैक या रसूलल्लाह !
ईमान न बेचेंगे ! लब्बैक या रसूलल्लाह !
सब कुछ ही तुम्हारा है ! लब्बैक या रसूलल्लाह !
सब कुछ ही लुटाएँगे ! लब्बैक या रसूलल्लाह !
लब्बैक या रसूलल्लाह ! लब्बैक या रसूलल्लाह !


शायर:

मुहम्मद आसिम-उल-क़ादरी मुरादाबादी

ना'त-ख़्वाँ:

हाफ़िज़ ताहिर क़ादरी
हाफ़िज़ अहसन क़ादरी

Muslim Life Pro

Muslim Life Pro

Kam Wo Le Lijiye Tumko Jo Razi Kare, Theek Ho Naame Raza Tumpe Karoro Durood.

best naat |rapid naat test |naat test |urdu naat |har waqt tasawwur mein naat lyrics |a to z naat mp3 download |junaid jamshed naat |new naat sharif |naat assay |naat allah hu allah |naat audio |naat allah allah |naat app |naat allah mera sona hai |naat arabic |naat aptima |naat akram rahi|naat album |arabic naat |audio naat |audio naat download |ab to bas ek hi dhun hai naat lyrics |aye sabz gumbad wale naat lyrics |arbi naat |atif aslam naat |allah huma sale ala naat lyrics |rabic naat ringtone |naat blood test |naat by junaid jamshed  |naat beautiful |naat book |naat battery |naat by veena malik |nat bug |naat bhar do jholi |est naat 2023 | naat 2024 coming soon |bangla naat |best naat in urdu |beautiful naat |naat lyrics in english |naat lyrics in hindi|naat lyrics in urdu |naat lyrics in english and hindi