::

Search

Teri bargah me Maula Main Tauba karta hu Dua / तेरी बारगाह में मौला, मैं तौबा करता हूँ

  • Share this:
Teri bargah me Maula Main Tauba karta hu Dua / तेरी बारगाह में मौला, मैं तौबा करता हूँ

Muslim Life Pro App!

 

Teri bargah me Maula Main Tauba karta hu
Muje bakhsh de khudaya Mai tauba karta hu

 
Teri bargah me Maula Main Tauba karta hu

Mere jurm ki siyahi, kahi.n kar na de tabahi
Mere haal par karam ho, Muje bhik de Ilahi
Meri magfirat ho Maula, Main tauba karta hu

Teri bargah me Maula Main Tauba karta hu

Main fira hun mara mara, na mila koi sahara
Mera be wafa jahan me.n, na hua kahi.n guzara
Tere Dar pe laut aaya Main tauba karta hu

Teri bargah me Maula Main Tauba karta hu

Jo gunah karte karte hua kabr mein utarna
Mera kya banega Maula jo Tera karam na hoga
Tere khauf ne rulaya Main tauba karta hu

Teri bargah me Maula Main Tauba karta hu

Yunhi isyaa.n me.n Ujagar Maine zindagi bitadi
Maine apni kul kamai dono hathon se luta di
Mere hath kuchh na aaya Main tauba karta hu

Teri bargah me Maula Main Tauba karta hu
 
तेरी बारगाह में मौला, मैं तौबा करता हूँ 
मुझे बख्श दे खुदाया, मैं तौबा करता हूँ
 
तेरी बारगाह में मौला, मैं तौबा करता हूँ 
 
मेरे जुर्म की सियाही, कहीं कर न दे तबाही
मेरे हाल पर करम हो, मुझे भिक दो इलाही
मेरी मगफिरत हो मौला, मैं तौबा करता हूँ
 
तेरी बारगाह में मौला, मैं तौबा करता हूँ 
 
मैं फिरा हूँ मारा मारा, न मिला कोई सहारा
मेरा बेवफा जहां में, न हुआ कहीं गुज़ारा
तेरे दर पे लौट आया, मैं तौबा करता हूँ
 
तेरी बारगाह में मौला, मैं तौबा करता हूँ 
 
जो गुनाह करते करते, हुआ क़ब्र में अँधेरा
मेरा क्या बनेगा मौला, जो तेरा करम न होगा
तेरे खौफ ने रुलाया, मैं तौबा करता हूँ
 
तेरी बारगाह में मौला, मैं तौबा करता हूँ 
 
यूँहीं ईस्यां में उजागर, मैंने ज़िन्दगी बितादी
मैंने अपनी कुल कमाई, दोनों हाथों से लुटादी
मेरे हाथ कुछ न आया, मैं तौबा करता हूँ
 
तेरी बारगाह में मौला, मैं तौबा करता हूँ 
 
2 Slot Ads
Muslim Life Pro Team

Muslim Life Pro Team

Muslim Life Pro Team

best naat |rapid naat test |naat test |urdu naat |har waqt tasawwur mein naat lyrics |a to z naat mp3 download |junaid jamshed naat |new naat sharif |naat assay |naat allah hu allah |naat audio |naat allah allah |naat app |naat allah mera sona hai |naat arabic |naat aptima |naat akram rahi|naat album |arabic naat |audio naat |audio naat download |ab to bas ek hi dhun hai naat lyrics |aye sabz gumbad wale naat lyrics |arbi naat |atif aslam naat |allah huma sale ala naat lyrics |rabic naat ringtone |naat blood test |naat by junaid jamshed  |naat beautiful |naat book |naat battery |naat by veena malik |nat bug |naat bhar do jholi |est naat 2023 | naat 2024 coming soon |bangla naat |best naat in urdu |beautiful naat |naat lyrics in english |naat lyrics in hindi|naat lyrics in urdu |naat lyrics in english and hindi