::

Search

सर-ए-ला-मकाँ से तलब हुई | बलग़ल उला बि-कमालिहि / Sare La Makan Se Talab Hui | Balaghal Ula Bi Kamalihi

  • Share this:
सर-ए-ला-मकाँ से तलब हुई | बलग़ल उला बि-कमालिहि / Sare La Makan Se Talab Hui | Balaghal Ula Bi Kamalihi

sar-e-laa-makaa.n se talab hui
soo-e-muntaha wo chale nabi
koi had hai un ke 'urooj ki
balaGal-'ula bi-kamaalihi

balaGal-'ula bi-kamaalihi
kashafa-dduja bi-jamaalihi
hasunat jamee'u KHisaalihi
sallu 'alaihi wa aalihi

wahi laa-makaa.n ke makee.n hue
sar-e-'arsh taKHt-nashee.n hue
wo nabi hai.n jis ke hai.n ye makaa.n
wo KHuda hai jis ka makaa.n nahi.n

sar-e-'arsh par hai teri guzar
dil-e-farsh par hai teri nazar
malkoot-mulk me.n koi shai
nahi.n wo jo tujh pe ayaa.n nahi.n

wo KHuda ke noor ko dekh kar
bhi jahaan waalo.n me.n aa gae
sar-e-'arsh jaana kamaal tha
ki wahaa.n se aana kamaal hai

ruKH-e-mustafa ki ye raushani
ye tajalliyo.n ki hamaahami
ki har ek cheez chamak uThi
kashafa-dduja bi-jamaalihi

wo saraapa rehmat-e-kibriya
ki har ik pe un ka karam huaa
ye kalaam-e-paak hai barmala
hasunat jamee'u KHisaalihi

ye kamaal-e-KHulq-e-muhammadi
ki har pe chashm-e-karam rahi
sar-e-hashr naa'ra-e-ummati
hasunat jamee'u KHisaalihi

wahi haq-nigar, wahi haq-numa
ruKH-e-mustafa hai wo aaina
ki KHuda-e-paak ne KHud kaha
sallu 'alaihi wa aalihi

mera deen, 'Ambar-e-Waarsi !
ba-KHuda hai 'ishq-e-muhammadi
mera zikr-o-fikr hai bas yahi
sallu 'alaihi wa aalihi

ai mazhar-e-noor-KHuda !
balaGal-'ula bi-kamaalihi

maula 'ali mushkil-kusha
kashafa-dduja bi-jamaalihi

hasnain jaan-e-faatima
hasunat jamee'u KHisaalihi

yaa'ni muhammad mustafa
sallu 'alaihi wa aalihi


Poet:

Ambar Warsi

Naat-Khwaan:

Ghulam Farid Sabri
Hafiz Ahmed Raza Qadri
Rao Ali Hasnain
Aayat Arif

 

सर-ए-ला-मकाँ से तलब हुई
सू-ए-मुंतहा वो चले नबी
कोई हद है उन के 'उरूज की
बलग़ल-'उला बि-कमालिहि

बलग़ल-'उला बि-कमालिहि
कशफ़-द्दुजा बि-जमालिहि
हसुनत जमी'उ ख़िसालिहि
सल्लू 'अलैहि व आलिहि

वही ला-मकाँ के मकीं हुए
सर-ए-'अर्श तख़्त-नशीं हुए
वो नबी हैं जिस के हैं ये मकाँ
वो ख़ुदा है जिस का मकाँ नहीं

सर-ए-'अर्श पर है तेरी गुज़र
दिल-ए-फ़र्श पर है तेरी नज़र
मलकूत-मुल्क में कोई शय
नहीं वो जो तुझ पे अयाँ नहीं

वो ख़ुदा के नूर को देख कर
भी जहान वालों में आ गए
सर-ए-'अर्श जाना कमाल था
कि वहाँ से आना कमाल है

रुख़-ए-मुस्तफ़ा की ये रौशनी
ये तजल्लियों की हमाहमी
कि हर एक चीज़ चमक उठी
कशफ़-द्दुजा बि-जमालिहि

वो सरापा रहमत-ए-किब्रिया
कि हर इक पे उन का करम हुआ
ये कलाम-ए-पाक है बरमला
हसुनत जमी'उ ख़िसालिहि

ये कमाल-ए-ख़ुल्क़-ए-मुहम्मदी
कि हर इक पे चश्म-ए-करम रही
सर-ए-हश्र ना'रा-ए-उम्मती
हसुनत जमी'उ ख़िसालिहि

वही हक़-निगर, वही हक़-नुमा
रुख़-ए-मुस्तफ़ा है वो आईना
कि ख़ुदा-ए-पाक ने ख़ुद कहा
सल्लू 'अलैहि व आलिहि

मेरा दीन, 'अंबर-ए-वारसी !
ब-ख़ुदा है 'इश्क़-ए-मुहम्मदी
मेरा ज़िक्र-ओ-फ़िक्र है बस यही
सल्लू 'अलैहि व आलिहि

ऐ मज़हर-ए-नूर-ए-ख़ुदा !
बलग़ल-'उला बि-कमालिहि

मौला 'अली मुश्किल-कुशा
कशफ़-द्दुजा बि-जमालिहि

हसनैन जान-ए-फ़ातिमा
हसुनत जमी'उ ख़िसालिहि

या'नी मुहम्मद मुस्तफ़ा
सल्लू 'अलैहि व आलिहि


शायर:

अंबर वारसी

ना'त-ख़्वाँ:

ग़ुलाम फ़रीद साबरी
हाफ़िज़ अहमद रज़ा क़ादरी
राओ अली हसनैन
आयत आरिफ़

Muslim Life Pro

Muslim Life Pro

Kam Wo Le Lijiye Tumko Jo Razi Kare, Theek Ho Naame Raza Tumpe Karoro Durood.

best naat |rapid naat test |naat test |urdu naat |har waqt tasawwur mein naat lyrics |a to z naat mp3 download |junaid jamshed naat |new naat sharif |naat assay |naat allah hu allah |naat audio |naat allah allah |naat app |naat allah mera sona hai |naat arabic |naat aptima |naat akram rahi|naat album |arabic naat |audio naat |audio naat download |ab to bas ek hi dhun hai naat lyrics |aye sabz gumbad wale naat lyrics |arbi naat |atif aslam naat |allah huma sale ala naat lyrics |rabic naat ringtone |naat blood test |naat by junaid jamshed  |naat beautiful |naat book |naat battery |naat by veena malik |nat bug |naat bhar do jholi |est naat 2023 | naat 2024 coming soon |bangla naat |best naat in urdu |beautiful naat |naat lyrics in english |naat lyrics in hindi|naat lyrics in urdu |naat lyrics in english and hindi