NAAT.OPERAKINGNAAT.OPERAKING

🔍 Search

Peer ka Gulam ho Gaya

Get Muslim Life Pro App

Get it on Google PlayDownload on the App Store
WhatsApp Group
Join Now

Peer ka gulam ho gaya Peer ka gulam ho gaya


Peer se jo Pyar kar liya Mera Aheteram ho gaya

Peer ka gulam ho gaya Peer ka gulam ho gaya

Mujko koi janta natha
Unke sadqe naam ho gaya

Kyunke me to
Peer ka gulam ho gaya

Peer ne dua haram ki di
Khud hi intezam ho gaya

Peer ka gulam ho gaya

Sine par jo hath rakh diya
Tute dil ka kaam ho gaya

Peer ka gulam ho gaya

Dil ki baatein dil se kar gaya
Mankabat ka naam ho gaya

Peer ka gulam ho gaya

Rang nisbaton ke chad gaye
Mera uncha kaam ho gaya

Peer ka gulam ho gaya

Faiz hai UJAGAR aap par
Aam jo kalam ho gaya

Peer ka gulam ho gaya