::

Search

Nabi ka Jashn Manao Nabi Se Pyar Karo / नबी का जश्न मनाओ नबी से प्यार करो

  • Share this:
Nabi ka Jashn Manao Nabi Se Pyar Karo / नबी का जश्न मनाओ नबी से प्यार करो
Muslim Life Pro App
Download
WhatsApp Group
Join Now

Muslim Life Pro 2site

Jashn Manao Jashn Manao
Jande lagao Jande lagao
Ghar ko sajao Ghar ko sajao
Galiyan sajao Galiyan sajao

Nabi ka jashna manao Nabi se pyar karo
Khuda ka hukm hai yaaron Nabi se pyar karo

Sarkar ki Aamad .... Marhaba
Sardar ki Aamad .... Marhaba
Mukhtar ki Aamad .... Marhaba
Salar ki Aamad .... Marhaba
Gamkhwar ki Aamad .... Marhaba

Kyun Barwih pe hai sabhi ko pyar aa gaya
Aaya isi din Ahmade Mukhtar aa gaya
Nabi ka jashna manao Nabi se pyar karo
Khuda ka hukm hai yaaron Nabi se pyar karo

Bashir ki Aamad .... Marhaba
Nazir  ki Aamad .... Marhaba
Munir ki Aamad .... Marhaba
Baseer  ki Aamad .... Marhaba
Shaheer ki Aamad .... Marhaba

Ghar Aamena ke Sayyide Abrar aa gaya
Khushiyan Manao gamzadon gamkhwar aa gaya
Nabi ka jashna manao Nabi se pyar karo
Khuda ka hukm hai yaaron Nabi se pyar karo

Aula ki Aamad .... Marhaba
Aala  ki Aamad .... Marhaba
Wala  ki Aamad .... Marhaba
Bala ki Aamad .... Marhaba
Sarwar ki Aamad .... Marhaba

Barsin gataein rehmaton ki jum jum kar
Rehmat sarapa jab Mera Sardar aa gaya
Nabi ka jashna manao Nabi se pyar karo
Khuda ka hukm hai yaaron Nabi se pyar karo

Alim ki Aamad .... Marhaba
Halim ki Aamad .... Marhaba
Hakim  ki Aamad .... Marhaba
Azim ki Aamad .... Marhaba
Aaqa ki Aamad .... Marhaba

Attar ko jo dega uttha hashr mein ye shor
Dekho Gulame Sayyide Abrar aa gaya
Nabi ka jashna manao Nabi se pyar karo
Khuda ka hukm hai yaaron Nabi se pyar karo

Sarkar ki Aamad .... Marhaba
Sardar ki Aamad .... Marhaba
Mukhtar ki Aamad .... Marhaba
Salar ki Aamad .... Marhaba
Gamkhwar ki Aamad .... Marhaba

Muslim Life Pro Team

Muslim Life Pro Team

Muslim Life Pro Team