::

Search

Mere Muhammad Pyaare Bane hein Dulha / मेरे मुहम्मद प्यारे बने हैं दूल्हा

  • Share this:
Mere Muhammad Pyaare Bane hein Dulha / मेरे मुहम्मद प्यारे बने हैं दूल्हा
Muslim Life Pro App!
 
Sare La-Makaan se talab hui, Soo-e-Muntaha Wo chale Nabi
Koi had hai Unke Ururz ki , Balagal Ulaabi Kamalihi

Hein Saf-aarah Sab Hooro Malak, Aur Gilma Khuld sajaate hein
Ek dhoom hai Arshe Aazam par, Mehmaan Khuda ke aate hein

Mere Muhammad Pyaare Bane hein Dulha Dulha
Mere Muhammad Pyaare Bane hein Dulha

Ya Mustafa Ya Mujtaba , Salle Ala Mere Aaqa

Hai Aaj Falak Roshan Roshan , Hein Taare bhi jagmag jagmag
Mehboob Khuda ke aate hein , Mehboob Khuda ke aate hein

Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha Dulha
Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha

Wo Sarware Kishware Risaalat , Jo Arsh par Jalwaaghar huye the
Naye Niraale Tarab ke Samaan , Arab ke Mehmaan ke liye the

Wahaan falak par yahaan zameen mein , Rachi thi shaadi machi thi dhoomein
Udhar se Anwaar hanste aate , Idhar se Nafhaat uth rahe the

Utaar kar Unke Rukh ka Sadqaa , Wo Noor ka bant raha tha baadaa
Ke Chaand Suraj machal machal kar , Jabee ki khairat maangate the

Wahi to ab tak chhalak raha hai , Wahi to Joban tapak raha hai
Nahaane mein jo gira tha pani , Katore Taaron ne bhar liye the
 
Bacha Jo Talwon ka Unke Dhowan , Bana Wo Jannat ka Rango Rogan
Jinhone Dulha ki payi Utran , Wo Phool Gulzaare Noor ke the
 
Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha Dulha
Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha

Qurbaan hai Shaano Azmat par , Soye hein chain se bistar par
Jibreele Ameen haazir hokar , Meraaj ka Muzda sunaate hein

Jibreel Buraaq saja kar ke , Firdose Bari se le aaye
Baarat Firishton ki aayi , Meraaj ko Dulha jaate hein

Hein Saf-aarah Sab Hooro Malak, Aur Gilma Khuld sajaate hein
Ek dhoom hai Arshe Aazam par, Mehmaan Khuda ke aate hein

Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha Dulha
Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha

Gubaar ban kar nisaar jaaun , Kahaan ab Us rah-guzar ko paoon
Hamaare Dil Hooriyon ki Aankhein , Firishton ke par jahaan lage the

Bahaar hai Shaadiyaan Mubaarak , Chaman ko Aabadiyaan Mubarak
Malak Falak Apni Apni leh mein , Ye Ghar-ana Dil ka bolte the

Khushi ke Badal Umat ke aaye , Dilon ke Taaoos rang laaye
Wo Nagma-e-Naat ka samaan tha , Haram ko khud Wajd aa rahe the

Tabaarakallah hai Shaan Teri , Tuji ko Zaiba hai be-Niyaazi
Kahin to Wo Joshe Lan-Taraani , Kahin Takaaze Wisaal ke the

Bad Aye Muhammad Karin ho Ahmed , Qarib aa Sarware Mumajjad
Nisaar Jaun Ye Kya Nida thi , Ye Kya Sama tha Ye Kya Maze the

Hijaab Uthne mein laakhon parde , Har Ek Parde mein Laakhon Jalwe
Ajab gadi thi ke Wasle Furkat , Janam ke bichhde gale mile the

Wahi hai Awwal Wahi hai Aakhir , Wahi hai Baatin Wahi hai Zaahir
Usi ke Jalwe Usi se Milne , Usi se Uski taraf gaye the

Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha Dulha
Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha

Aqsa mein Sawaari jab pahunchi , Jibreel ne bad ke kahi Takbeer
Nabiyon ki Imaamat ab bad kar , Sultaane Jahaan farmaate hein

Wo Kaisa haseen manzar hoga , Jab Dulha bana Sarwar hoga
Usshaq Tasawwur kar kar ke , Bas rote hi reh jaate hein

Hein Saf-aarah Sab Hooro Malak, Aur Gilma Khuld sajaate hein
Ek dhoom hai Arshe Aazam par, Mehmaan Khuda ke aate hein

Mere Muhammad Pyare , Bane hein Dulha Dulha
Mere Muhammad Pyare , Bane hein Dulha

Namaaze Aqsa mein tha yahi sirr , Ayan ho mana-e-Awwal Aakhir
Ke Dast basta hein pichhe haazir , Jo Saltanat aage kar gaye the

Nabi-e-Rehmat Shafi-e-Ummat , Raza pe Lillah ho Inaayat
Ise bhi In Khil-aton se hissa , Jo khaas Rehmat ke waan bate the

Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha Dulha
Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha
Ya Mustafa Ya Mujtaba , Salle Ala Mere Aaqa

Allah ki Rehmat se Dilbar , Jaa Pahunche Dana ki manzil par
Allah ka Jalwa bhi dekha , Deedar ki lazzat paate hein

Meraaj ki Shab to yaad rakkha , Fir Hashr mein kaise bhuleinge
Attar Isi ummid pe Ham , Din Apne guzaare jaate hein

Hein Saf-aarah Sab Hooro Malak, Aur Gilma Khuld sajaate hein
Ek dhoom hai Arshe Aazam par, Mehmaan Khuda ke aate hein

Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha Dulha
Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha
 

सरे ला-मकां से तालाब हुए सू-इ-मुंतहा वो चले नबी
कोई हद है उनके उरूज़ की , बलगल उलाबी कमालिही

हैं सफ-आरा सब हूरो मलक, और गिलमा खुल्द सजाते हैं
एक धूम है अर्शे आज़म पर, मेहमान खुदा के आते हैं

मेरे मुहम्मद प्यारे , बने हैं दूल्हा दूल्हा
मेरे मुहम्मद प्यारे , बने हैं दूल्हा
या मुस्तफा या मुज्तबा , सल्ले अला सल्ले अला

है आज फलक रोशन रोशन , हैं तारे भी जगमग जगमग
मेहबूब खुदा के आते हैं , मेहबूब खुदा के आते हैं

मेरे मुहम्मद प्यारे , बने हैं दूल्हा दूल्हा
मेरे मुहम्मद प्यारे , बने हैं दूल्हा

वो सरवरे किश्वरे रिसालत , जो अर्श पर जलवागर हुए थे
नए निराले तरब के सामां , अरब के मेहमान के लिए थे

वहाँ फलक पर यहां ज़मीं में , रची थी शादी मची थी धूमें
उधर से अनवार हस्ते आते, इधर से नफ़्हात उठ रहे थे

उतार कर उनके रुख का सदक़ा, वो नूर का बंट रहा था बाड़ा
के चाँद सूरज मचल मचल कर, जबी की खैरात मांगते थे

वही तो अब तक छलक रहा है , वही तो जोबन टपक रहा है
नहाने में जो गिरा था पानी , कटोरे तारों ने भर लिए थे

बचा जो तलवों का उनके धोवन , बना वो जन्नत का रंगो रोगन

जिन्होंने दूल्हा की पायी उतरन, वो फूल गुलज़ार नूर के थे

मेरे मुहम्मद प्यारे , बने हैं दूल्हा दूल्हा
मेरे मुहम्मद प्यारे , बने हैं दूल्हा

क़ुर्बान है शानो अज़मत पर , सोये हैं चैन से बिस्तर पर
जिब्रीले अमीन हाज़िर हो कर, मेराज का मुज़्दा सुनाते हैं

जिब्रील बुराक सजा करके , फिरदौसे बरी से ले आये
बारात फिरिश्तों की आयी, मेराज को दूल्हा जाते हैं

हैं सफ-आरा सब हूरो मलक, और गिलमा खुल्द सजाते हैं
एक धूम है अर्शे आज़म पर, मेहमान खुदा के आते हैं

गुबार बन कर निसार जाऊं, कहाँ अब उस रह-गुज़र को पाऊं
हमारे दिल हूरियों की आँखें , फिरिश्तों के पर जहां लगे थे

बहार है शादियां मुबारक , चमन को आबादियाँ मुबारक
मलक फलक अपनी अपनी लेह में , ये घर अना दिल का बोलते थे

ख़ुशी के बादल उमट के आये , दिलों के ताऊस रंग लाये
वो नगमा-इ-नात का समां था , हरम को खुद वज्द आ रहे थे

तबारकल्लाह है शान तेरी , तुजी को जैबा है बे-नियाज़ी
कहीं तो वो जोशी लन-तरानी , कहीं तकाज़े विशाल के थे

बाद अये मुहम्मद करीं हो अहमद , क़रीब आ सरवरे मुमज्जद
निसार जाऊं ये क्या निदा थी , ये क्या समां था ये क्या मज़े थे

हिजाब उठने में लाखों परदे , हर एक परदे में लाखों जल्वे
अजब गड़ी थी के वस्ले फुरकत , जनम के बिछड़े गले मिले थे

वही है अव्वल वही है आखिर , वही है बातिन वही है ज़ाहिर
उसी के जल्वे उसी से मिलने , उसी से उसकी तरफ गए थे

मेरे मुहम्मद प्यारे , बने हैं दूल्हा दूल्हा
मेरे मुहम्मद प्यारे , बने हैं दूल्हा

अक़्सा में सवारी जब पहुंची , जिब्रील ने बड़ के कही तकबीर
नबियों की इमामत अब बड़ कर , सुल्ताने जहां फरमाते हैं

वो कैसा हसीं मंज़र होगा , जब दूल्हा बना सर्वर होगा
उश्शाक़ तसव्वुर कर कर के , बस रोते ही रह जाते हैं

हैं सफ-आरा सब हूरो मलक, और गिलमा खुल्द सजाते हैं
एक धूम है अर्शे आज़म पर, मेहमान खुदा के आते हैं

मेरे मुहम्मद प्यारे , बने हैं दूल्हा दूल्हा
मेरे मुहम्मद प्यारे , बने हैं दूल्हा

नमाज़े अक़्सा में था यही सीर, अयाँ हो माना-इ-अव्वल आखिर
के दस्त बस्ता हैं पीछे हाज़िर , जो सल्तनत आगे कर गए थे

नबी-इ-रेहमत , शफी-इ-उम्मत , रज़ा पे लिल्लाह हो इनायत
इसे भी इन खिलअतों से हिस्सा , जो ख़ास रेहमत के वां बटे थे

मेरे मुहम्मद प्यारे , बने हैं दूल्हा दूल्हा
मेरे मुहम्मद प्यारे , बने हैं दूल्हा
या मुस्तफा या मुज्तबा , सल्ले अला सल्ले अला

अल्लाह की रेहमत से दिलबर , जा पहुंचे दना की मंज़िल पर
अल्लाह का जल्वा भी देखा , दीदार की लज़्ज़त पाते हैं 

मेराज की शब् तो याद रक्खा, फिर हश्र में कैसे भूलेंगे
अत्तार इसी उम्मीद पे हम , दिन अपने गुज़ारे जाते हैं

हैं सफ-आरा सब हूरो मलक, और गिलमा खुल्द सजाते हैं
एक धूम है अर्शे आज़म पर, मेहमान खुदा के आते हैं

मेरे मुहम्मद प्यारे , बने हैं दूल्हा दूल्हा
मेरे मुहम्मद प्यारे , बने हैं दूल्हा
 
 
2 Slot Ads
Muslim Life Pro Team

Muslim Life Pro Team

Muslim Life Pro Team

best naat |rapid naat test |naat test |urdu naat |har waqt tasawwur mein naat lyrics |a to z naat mp3 download |junaid jamshed naat |new naat sharif |naat assay |naat allah hu allah |naat audio |naat allah allah |naat app |naat allah mera sona hai |naat arabic |naat aptima |naat akram rahi|naat album |arabic naat |audio naat |audio naat download |ab to bas ek hi dhun hai naat lyrics |aye sabz gumbad wale naat lyrics |arbi naat |atif aslam naat |allah huma sale ala naat lyrics |rabic naat ringtone |naat blood test |naat by junaid jamshed  |naat beautiful |naat book |naat battery |naat by veena malik |nat bug |naat bhar do jholi |est naat 2023 | naat 2024 coming soon |bangla naat |best naat in urdu |beautiful naat |naat lyrics in english |naat lyrics in hindi|naat lyrics in urdu |naat lyrics in english and hindi