::

Search

कौन है अहमद रज़ा ख़ाँ मुझे मालूम न था | मेरी पहचान अहमद रज़ा ख़ान / Kaun Hai Ahmad Raza Khan Mujhe Maloom Na Tha | Meri Pehchan Ahmad Raza Khan

  • Share this:
कौन है अहमद रज़ा ख़ाँ मुझे मालूम न था | मेरी पहचान अहमद रज़ा ख़ान / Kaun Hai Ahmad Raza Khan Mujhe Maloom Na Tha | Meri Pehchan Ahmad Raza Khan

shaah-e-bareilly ahmad raza !
shaah-e-bareilly ahmad raza !

meri pehchaan, ahmad raza KHaan

kaun hai ahmad raza KHaa.n, mujhe maa'loom na tha
mere murshid ne bataaya, mujhe maa'loom na tha

kaun hai ahmad raza KHaa.n, mujhe maa'loom na tha

naa'te.n bachpan se suni jis me.n raza aata tha
aa'la hazrat ka isam tha, mujhe maa'loom na tha

kaun hai ahmad raza KHaa.n, mujhe maa'loom na tha

kanzul-imaa.n ki ziyaarat mujhe bachpan se hui
aa'la hazrat ne likha tha, mujhe maa'loom na tha

kaun hai ahmad raza KHaa.n, mujhe maa'loom na tha

mera imaan bacha KHair se faizaan-e-raza
kaun apna hai paraaya, mujhe maa'loom na tha

kaun hai ahmad raza KHaa.n, mujhe maa'loom na tha

saal chaudah ko bhi na pahunche, sambhala ifta
pehla fatwa tha raza ka, mujhe maa'loom na tha

kaun hai ahmad raza KHaa.n, mujhe maa'loom na tha

Shehryar ! apna iraada tha likhu.n shaan-e-raza
shaan-e-murshid ke bayaa.n ka, mujhe maa'loom na tha


Poet:

Syed Shehryar Attari Madani

Naat-Khwaan:

Hafiz Ghulam Mustafa Qadri

 

शाह-ए-बरेली अहमद रज़ा !
शाह-ए-बरेली अहमद रज़ा !

मेरी पहचान, अहमद रज़ा ख़ान


कौन है अहमद रज़ा ख़ाँ, मुझे मा'लूम न था
मेरे मुर्शिद ने बताया, मुझे मा'लूम न था

कौन है अहमद रज़ा ख़ाँ, मुझे मा'लूम न था

ना'तें बचपन से सुनी जिस में रज़ा आता था
आ'ला हज़रत का इसम था, मुझे मा'लूम न था

कौन है अहमद रज़ा ख़ाँ, मुझे मा'लूम न था

कंज़ुल-ईमाँ की ज़ियारत मुझे बचपन से हुई
आ'ला हज़रत ने लिखा था, मुझे मा'लूम न था

कौन है अहमद रज़ा ख़ाँ, मुझे मा'लूम न था

मेरा ईमान बचा ख़ैर से फ़ैज़ान-ए-रज़ा
कौन अपना है पराया, मुझे मा'लूम न था

कौन है अहमद रज़ा ख़ाँ, मुझे मा'लूम न था

साल चौदह को भी न पहुँचे, सँभाला इफ़्ता
पहला फ़तवा था रज़ा का, मुझे मा'लूम न था

कौन है अहमद रज़ा ख़ाँ, मुझे मा'लूम न था

शहरयार ! अपना इरादा था लिखूँ शान-ए-रज़ा
शान-ए-मुर्शिद के बयाँ का, मुझे मा'लूम न था


शायर:

सय्यिद शहरयार अत्तारी मदनी

ना'त-ख़्वाँ:

हाफ़िज़ ग़ुलाम मुस्तफ़ा क़ादरी

Muslim Life Pro

Muslim Life Pro

Kam Wo Le Lijiye Tumko Jo Razi Kare, Theek Ho Naame Raza Tumpe Karoro Durood.

best naat |rapid naat test |naat test |urdu naat |har waqt tasawwur mein naat lyrics |a to z naat mp3 download |junaid jamshed naat |new naat sharif |naat assay |naat allah hu allah |naat audio |naat allah allah |naat app |naat allah mera sona hai |naat arabic |naat aptima |naat akram rahi|naat album |arabic naat |audio naat |audio naat download |ab to bas ek hi dhun hai naat lyrics |aye sabz gumbad wale naat lyrics |arbi naat |atif aslam naat |allah huma sale ala naat lyrics |rabic naat ringtone |naat blood test |naat by junaid jamshed  |naat beautiful |naat book |naat battery |naat by veena malik |nat bug |naat bhar do jholi |est naat 2023 | naat 2024 coming soon |bangla naat |best naat in urdu |beautiful naat |naat lyrics in english |naat lyrics in hindi|naat lyrics in urdu |naat lyrics in english and hindi