Jo ho chuka hai , Jo hoga Huzoor jaante hein
Teri ataa se Khudaaya ! Huzoor jaante hein
Khabar bhi hai ke khabar sabki hai Unhein kabse
Ke Jab na ab tha na kab tha Huzoor jaante hein
Aye Ilme Gayb ke munkeer Khuda ko dekha hai
Tuje bhi kehna padega Huzoor jaante hein
Khuda ko dekha nahin aur Ek maan liya
Jaante the Sahaaba Huzoor jaante hein
Wahhabbiyon ka aqeeda Wo gayb daan nahin
Sahaabiyo ka aqeeda Huzoor jaante hein
Hai Unke Haath mein kya kya Tuje khabar na Muje
Khuda ne kitna nawaaza Huzoor jaante hein
Hiran Ye kehne lagi chhod de Muje Sayyah
Mein laut aaungi Wallah Huzoor jaante hein
Bula rahe hein Nabi jaake Itna bol Use
Darakht kaise chalega Huzoor jaante hein
Kahaan mareinge Abu Jahl Utbaa o Shayba
Ke Jange Badr ka naqsha Huzoor jaante hein
Nahin hai Zaade Safar paas jin gulaamon ke
Unhein bhi Dar pe bulaana Huzoor jaante hein
Mein chup khada hun muwaaja pe Sar jukaae hue
Sunaaun kaise fasaana Huzoor jaante hein
Labon ko baakhiya kiya aur Dil ko samjaaya
Zara sambhal ke dhadakna Huzoor jaante hein
Chhupa rahe hein lagaatar Mere aebon ko
Mein kis qadar hu kameena Huzoor jaante hein
Khuda hi jaane Ubed Unko hai pata kya kya
Hamein pata hai bas Itna Huzoor jaante hein

जो हो चूका है जो होगा हुज़ूर जानते हैं
तेरी आता से खुदाया ! हुज़ूर जानते हैं
खबर भी है के खबर सबकी है उन्हें कबसे
के जब ना अब था ना कब था हुज़ूर जानते हैं
अये इल्मे गैब के मुनकिर खुदा को देखा है
तुजे भी कहना पड़ेगा हुज़ूर जानते हैं
खुदा को देखा नहीं और एक मान लिया
जानते थे सहाबा हुज़ूर जानते हैं
वह्हाबियों का अक़ीदा वो गैब दान नहीं
सहबियों का अक़ीदा हुज़ूर जानते हैं
है उनके हाथ में क्या क्या तुजे खबर ना मुझे
खुदा ने कितना नवाज़ा हुज़ूर जानते हैं
हिरन ये कहने लगी छोड़ दे मुझे सय्याह
में लौट आउंगी वल्लाह हुज़ूर जानते हैं
बुला रहे हैं नबी जाके इतना बोल उसे
दरख़्त कैसे चलेगा हुज़ूर जानते हैं
कहाँ मरेंगे अब जहल उतबा ओ शैबा
के जंगे बद्र का नक़्शा हुज़ूर जानते हैं
नहीं है ज़ादे सफर पास जिन गुलामों के
उन्हें भी दर पे बुलाना हुज़ूर जानते हैं
में चुप खड़ा हूँ मुवाजा पे सर झुकाए हुए
सुनाऊँ कैसे फ़साना हुज़ूर जानते हैं
लबों को बखिया किया और दिल को समझाया
ज़रा संभल के धड़कना हुज़ूर जानते हैं
छुपा रहे हैं लगातार मेरे ऐबों को
में किस क़दर हूँ कमीना हुज़ूर जानते हैं
खुदा ही जाने उबेद उनको है पता क्या क्या
हमें पता है बस इतना हुज़ूर जानते हैं