::

Search

जो भी दुश्मन है मेरे रज़ा का जल रहा था जला है जलेगा / Jo Bhi Dushman Hai Mere Raza Ka Jal Raha Tha Jala Hai Jalega

  • Share this:
जो भी दुश्मन है मेरे रज़ा का जल रहा था जला है जलेगा / Jo Bhi Dushman Hai Mere Raza Ka Jal Raha Tha Jala Hai Jalega

jo bhi dushman hai mere raza ka
jal raha tha jala hai jalega
maslak-e-aa'la-hazrat ka naa'ra
lag raha hai hamesha lagega

buGz-o-keena ka chashma laga kar
nazdiyo.n ne likha jo chhupa kar
aam hazrat se to bach gaya hai
aa'la hazrat se kaise bachega ?

baa'd-azaa.n jis ki duniya me.n shohrat
hai raza ka salaam-e-mohabbat
marhaba ! mustafa jaan-e-rehmat
jhoom kar un ka 'aashiq pa.Dhega

wo raza ka gharaana hai, pyaare !
'ilm ka kaarKHaana hai, pyaare !
un ke Taksaal me.n jo Dhalega
'ilm ka ik himaala banega

mustafa ki 'inaayat se, pyaare !
Gaus-e-aa'zam ki barkat se, pyaare !
ahl-e-sunnat ke baazaar me.n ab
aa'la hazrat ka sikka chalega

'ishq-e-ahmad ka mafhoom kya hai ?
nazdiyo ! tum ko maa'loom kya hai ?
aa'la hazrat ke paikar me.n dekho
'ishq-e-ahmad ka jalwa milega

doodh maangoge ham kheer denge
warna baaGi ko ham cheer denge
sunniyo.n se na le koi panga
warna panga ye mehnga pa.Dega

Gaus-o-KHwaja ki beshak 'ata hai
hind me.n ek ahmad raza hai
ahl-e-sunnat ka jo muqtada hai
wo baraily me.n tum ko milega

haath malte rahe.n malne waale
laakh jalte rahe.n jalne waale
Gaus-o-KHwaaja ke lutf-o-karam se
aa'la hazrat ka Danka bajega

wo raza ke chaman ka sitaara
ahl-e-sunnat ke dil ka ujaala
aKHtar-e-qadri sab ke dil par
raaj karta hai karta rahega


Naat-Khwaan:
Asad Iqbal Kalkattavi
Allama Hafiz Bilal Qadri
Hafiz Nisar Ahmed Marfani


जो भी दुश्मन है मेरे रज़ा का, जल रहा था जला है जलेगा
मस्लक-ए-आ'ला-हज़रत का ना'रा लग रहा है हमेशा लगेगा

बुग़्ज़-ओ-कीना का चश्मा लगा कर, नज़्दियों ने लिखा जो छुपा कर
आम हज़रत से तो बच गया है, आ'ला हज़रत से कैसे बचेगा ?

बा'द-अज़ाँ जिस की दुनिया में शोहरत, है रज़ा का सलाम-ए-मोहब्बत
मरहबा ! मुस्तफ़ा जान-ए-रहमत झूम कर उन का 'आशिक़ पढ़ेगा

वो रज़ा का घराना है, प्यारे ! 'इल्म का कारख़ाना है, प्यारे !
उन के टकसाल में जो ढलेगा, 'इल्म का इक हिमाला बनेगा

मुस्तफ़ा की 'इनायत से, प्यारे ! ग़ौस-ए-आ'ज़म की बरकत से, प्यारे !
अहल-ए-सुन्नत के बाज़ार में अब आ'ला हज़रत का सिक्का चलेगा

'इश्क़-ए-अहमद का मफ़्हूम क्या है ? नज़्दियो ! तुम को मा'लूम क्या है ?
आ'ला हज़रत के पैकर में देखो, 'इश्क़-ए-अहमद का जल्वा मिलेगा

दूध माँगोगे हम खीर देंगे, वर्ना बाग़ी को हम चीर देंगे
सुन्नियों से न ले कोई पंगा, वर्ना पंगा ये महँगा पड़ेगा

ग़ौस-ओ-ख़्वाजा की बेशक़ 'अता है, हिन्द में एक अहमद रज़ा है
अहल-ए-सुन्नत का जो मुक़्तदा है, वो बरेली में तुम को मिलेगा

हाथ मलते रहें मलने वाले, लाख जलते रहें जलने वाले
ग़ौस-ओ-ख़्वाजा के लुत्फ़-ओ-करम से आ'ला हज़रत का डंका बजेगा

वो रज़ा के चमन का सितारा, अहल-ए-सुन्नत के दिल का उजाला
अख़्तर-ए-क़ादरी सब के दिल पर, राज करता है करता रहेगा
 

Muslim Life Pro

Muslim Life Pro

Kam Wo Le Lijiye Tumko Jo Razi Kare, Theek Ho Naame Raza Tumpe Karoro Durood.

best naat |rapid naat test |naat test |urdu naat |har waqt tasawwur mein naat lyrics |a to z naat mp3 download |junaid jamshed naat |new naat sharif |naat assay |naat allah hu allah |naat audio |naat allah allah |naat app |naat allah mera sona hai |naat arabic |naat aptima |naat akram rahi|naat album |arabic naat |audio naat |audio naat download |ab to bas ek hi dhun hai naat lyrics |aye sabz gumbad wale naat lyrics |arbi naat |atif aslam naat |allah huma sale ala naat lyrics |rabic naat ringtone |naat blood test |naat by junaid jamshed  |naat beautiful |naat book |naat battery |naat by veena malik |nat bug |naat bhar do jholi |est naat 2023 | naat 2024 coming soon |bangla naat |best naat in urdu |beautiful naat |naat lyrics in english |naat lyrics in hindi|naat lyrics in urdu |naat lyrics in english and hindi