marhaba ! marhaba ! marhaba ya mustafa !marhaba ! marhaba ! marhaba ya mustafa !aamina ka chaand aaya ! marhaba ! marhaba !aamina ka chaand aaya ! marhaba ! marhaba !sar pe saja ke 'amaamanaa'lain-e-paak laga kelab pe durood saja kemeelaad karenge
marhaba ! marhaba ! marhaba !saj gai har gali, sab makaa.n saj gae'aashiqo.n ki chhato.n par hai jhande lagehar taraf dhoom hai, har taraf hai KHushiaaj hai har taraf noor hi noor hi
sarkaar aa rahe hai.n, sarkaar aa rahe hai.nsarkaar aa rahe hai.n, sarkaar aa rahe hai.nnoor-e-KHuda ne kya kya jalwe dikha diye hai.nseene kiye hai.n raushan, dil jagmaga diye hai.nun ki mahak ne dil ke gunche khila diye hai.njis raah chal diye hai.n, kooche basa diye hai.n
marhaba ya mustafa ! marhaba ya mustafa !marhaba ya mustafa ! marhaba ya mustafa !naseeb chamke hai.n farshiyo.n keki 'arsh ke chaand aa rahe hai.njhalak se jin ki falak hai raushanwo shams tashreef laa rahe hai.nmarhaba ya mustafa ! marhaba ya mustafa !marhaba ya mustafa ! marhaba ya mustafa !
falak ke nazaaro ! zamee.n ki bahaaro !sab 'eide.n manaao, huzoor aa gae hai.nuTho Gam ke maaro ! chalo be-sahaaro !KHabar ye sunaao, huzoor aa gae hai.n
rabi'unnoor aaya hairabi'unnoor aaya hairahe.n haatho.n me.n jhandiyaa.nchalo baante.n miThaaiyaa.njalaao mom-battiyaa.nsaje darwaaze khi.Dkiyaa.ngiraao jalne waalo.n ke -dilo.n par aaj bijliyaa.nzamee.n mahki, falak chamka haikaa'ba muskuraaya hairabi'unnoor aaya hairabi'unnoor aaya hai
allahumma salli 'ala sayyidina muhammadinallahumma salli 'ala sayyidina muhammadinallah salaamat rakhemeelaad manaane waalo.n koallah salaamat rakhemeelaad manaane waalo.n kosarkaar ki ulfat se imaa.n ko jagaae jaasab ahl-e-mohabbat ko deewaana banaae jaaallah salaamat rakhemeelaad manaane waalo.n koallah salaamat rakhe
rab ki rahmat ke talabgaar ! chalo, naa't pa.Dhe.naa gae sayyid-e-abraar, chalo, naa't pa.Dhe.ngar dawa kaam nahi.n karti to ik kaam karoTheek ho jaaega beemaar, chalo, naa't pa.Dhe.nun ke deewaane.n kahenge ye ba-roz-e-mahsharaa gae sayyid-e-abraar, chalo, naa't pa.Dhe.n
mausam suhaana huaa, nabi ka jab aana huaamere aaqa ke jalwo.n se raushan zamaana huaaqurbaan jaau.n mai.n ye bole jibreel-e-amee.nki sidra se bhi aage nabi ka jab jaana huaa
Gali Gali Saj Gayi, Shehar Shehar Saj gayaAaye Nabi Pyare Nabi, Mera bhi Ghar Saj gayaMarhaba Ya Mustafa Marhaba Ya MustafaMustafa se Pyar hai Dil se Ye Ikrar haiHar koi Milade Nabi karne ko Tayyar haiMarhaba Ya Mustafa Marhaba Ya Mustafa
Dar-e-Aqdas pe Haal-e-Dil sunana yaad aata haiMadina yaad aata hai, Madina yaad aata haiMadine mein jo guzra wo zamana yaad aata haiMadina yaad aata hai Madina yaad aata hai Adab se baith kar Us Gumbad-e-Khazra ke saye meinNabi ki yaad mein aansu bahana yaad aata hai
Aye Khatme Rusool Makki MadaniKonain mein Tumsa koi nahinAye Noore Mujassam Tuj jaisaMahboob Khuda ka koi nahinAusaaf to sab ne paaye heinPar husn me.n Tum sa koi nahi.nAadam se Janaabe Isa takSarkar ke jaisa koi nahin