pur-noor hai zamaana sub.h-e-shab-e-wilaadatparda uTha hai kis ka sub.h-e-shab-e-wilaadatjalwa hai haq ka jalwa sub.h-e-shab-e-wilaadatsaaya KHuda ka saaya sub.h-e-shab-e-wilaadatfasl-e-bahaar aai, shakl-e-nigaar aaigulzaar hai zamaana sub.h-e-shab-e-wilaadatphoolo.n se baaG mehke, shaaKHo.n pe murG chehke'ahd-e-bahaar aaya sub.h-e-shab-e-wilaadat
barahwi.n ka chaand aaya, barahwi.n ka chaandbarahwi.n ka chaand aaya, barahwi.n ka chaandjhande lagaao ! ghar ko sajaao !kar ke charaaGaa.n KHushiyaa.n manaao !barahwi.n ka chaand aaya, barahwi.n ka chaandbarahwi.n ka chaand aaya, barahwi.n ka chaandbachcha bachcha muskuraaya, barahwi.n ka chaand aayabachcha bachcha muskuraaya, barahwi.n ka chaand aaya
तू कुजा, मन कुजा ! तू कुजा, मन कुजा !बलग़ल उ़ला बिकमालिहि, कशफ-द्दुजा बिजमालिहिहसुनत जमीउ़ खि़सालिहि, स़ल्लू अ़लयहि व आलिहितू कुजा, मन कुजा ! तू कुजा, मन कुजा !तू कुजा, मन कुजा ! तू कुजा, मन कुजा !तू अमीर-ए-हरम, मैं फ़क़ीर-ए-अ'जमतेरे गुन और ये लब, मैं तलब ही तलबतू अता ही अता !तू कुजा, मन कुजा ! तू कुजा, मन कुजा !तू कुजा, मन कुजा ! तू कुजा, मन कुजा !
baarahwi.n ka noor dil pe chha gaya, aa gae nabi, aa gae nabinoor se saja 'arsh-e-kibriya, aa gae nabi, aa gae nabiparchamo.n ki hai bahaar, hai KHushi ye shaandaarhar taraf baras rahi hai rahmato.n ki jo phuwaarhar taraf samaa.n kaif se bhara, aa gae nabi, aa gae nabibaarahwi.n ka noor dil pe chha gaya, aa gae nabi, aa gae nabi
habibi jadd-al-hasnain ! ya rasoolallah !habibi jadd-al-hasnain ! ya rasoolallah !chaar-soo ujaala ujaalamustafa ke aane seKHushiyo.n bhare din-raat hai.nmeelaad ke lamhaat hai.ndil ke ajab jazbaat hai.nmeelaad ke lamhaat hai.nhabibi jadd-al-hasnain ! ya rasoolallah !habibi jadd-al-hasnain ! ya rasoolallah !
aa gae sarkaar ! jhoomo !nabiyo.n ke sardaar ! jhoomo !do jag ke muKHtaar ! jhoomo !hai.n sab ke Gam-KHwaar ! jhoomo !ye meelaad-e-KHair-ul-wara ho raha haiye meelaad-e-KHair-ul-wara ho raha haiaaqa ki aamad ! marhaba !
ya mustafa ! ya mustafa ! ya mustafa !tu hai 'aashiq-e-nabi sab ko ye bataae jaamustafa ke 'ishq me.n mehfile.n sajaae jaaya mustafa ! ya mustafa !ya mustafa ! ya mustafa !jashn-e-aamad-e-nabi, jashn-e-aamad-e-nabidil se tu manaae jaa, dil se tu manaae jaaya mustafa ! ya mustafa !ya mustafa ! ya mustafa !
assalaamu 'alaika ya ! ya rasoolallah !assalaamu 'alaika ya habibi ! ya nabiyallah !saj gai hai ye zamee.n, saj gaya hai aasmaa.nmustafa ke noor se saj gaya hai kul jahaa.nmarhaba ! marhaba !marhaba ya mustafa salle-'ala !duniya ka sab se ba.Da, sab se ba.Da jashn haimere sarkaar ke meelaad ka ye jashn haiaaqa ka jashn hai, maula ka jashn haipyaare ka jashn hai, jashn hai
salle-'ala nabiyyina ! salle-'ala muhammadin !salle-'ala shafi'ena ! salle-'ala muhammadin !sadiyo.n se jo karte hai.n, wohi kaam karengeis saal bhi ham shaan se meelaad karengegar shaan se jeena hai to meelaad hai karnauTha ke sar chalna hai to meelaad hai karnakaho na ! kaho na ! kaho meelaad waale ham !kaho na ! kaho na ! kaho meelaad waale ham !
ya rasoolallah ! ya habeeballah !pukaaro, ya rasoolallah ! ya habeeballah !tum bhi kar ke un ka charchaapne dil chamkaaounche me.n uncha nabi ka jhandaaa'la se aa'la nabi ka jhanda'azmat waala nabi ka jhandaghar ghar me.n lehraaopukaaro, ya rasoolallah ! ya habeeballah !pukaaro, ya rasoolallah ! ya habeeballah !
noor se apne sarwar-e-'aalamduniya jagmagaane aaeGam ke maaro.n, dukhiyaaro.n kowo seene se lagaane aaeduniya jagmagaane aaeduniya jagmagaane aaenoor-e-nigaah-e-ambiyamere huzoor aa gaeshaan-o-nishaan-e-kibriyamere huzoor aa gaenoor se apne sarwar-e-'aalamduniya jagmagaane aae