marhaba ! marhaba ! marhaba mustafa !kaun aaya sawere sawere ?chaaro.n jaanib hai.n kaise ujaaleaamad-e-mustafa ! marhaba marhaba !ahmad-e-mujtaba ! marhaba marhaba !sarwar-e-do jahaa.n ! marhaba marhaba !sayyidul-asfiya ! marhaba marhaba !mere haajat-rawa ! marhaba marhaba !mere mushkil-kusha ! marhaba marhaba !KHaatimul-ambiya ! marhaba marhaba !
marhaba marhaba mustafa !marhaba marhaba mustafa !dhoom hai har taraf shaah-e-abraar kiaaj aamad hui mere sarkaar kiaaj KHush hai haleema bisab ke dildaar aae hai.nsab Gareebo.n, yateemo.n keaaj Gam-KHwaar aae hai.ndhoom hai har taraf shaah-e-abraar kiaaj aamad hui mere sarkaar ki
aaya sohna, dhumaa.n pai gayyaa.nman mohna, dhumaa.n pai gayyaa.nchan cha.Dheya, dhumaa.n pai gayyaa.nchan cha.Dheya, dhumaa.n pai gayyaa.nchan cha.Dheya, chan cha.Dheyahar paase dhoomaa.n payyaa.n nesarkaar asaa.n de aunde negaliyaa.n, baazaar wi sajiyaa.n nemanThaar asaa.n de aunde ne
pa.Dho nasallallahu 'ala muhammadsallallahu 'alaihi wa sallamkaram ke baadal baras rahe hai.ndilo.n ki kheti hari-bhari haiye kaun aaya ki zikr jis kanagar nagar hai, gali gali haiye kaun ban ke qaraar aayaye kaun jaan-e-bahaar aaya
या नबी ! नज़र-ए-करम फ़रमानाए हसनैन के नाना ! ए हसनैन के नाना !ज़हरा पाक के सदक़े हम को तयबा में बुलवानाए हसनैन के नाना ! ए हसनैन के नाना !आप के दर का हूँ मैं भिकारी, आप हैं मेरे दातासारे रिश्ते-नातों से है प्यारा अपना नाताआप तो हैं, आता है जिन को सब की लाज निभानाए हसनैन के नाना ! ए हसनैन के नाना !ए हसनैन के नाना ! ए हसनैन के नाना !
ya rasoolallah ! ya habeeballah !ya rasoolallah ! ya habeeballah !allahumma salli 'ala sayyidina muhammadinallahumma salli 'ala sayyidina muhammadinwa 'ala aalihi wa sahbihi wa baarik wa sallimallahumma salli 'ala sayyidina muhammadinallahumma salli 'ala sayyidina muhammadin
marhaba ! marhaba ! marhaba ya mustafa !marhaba ! marhaba ! marhaba ya mustafa !aamina ka chaand aaya ! marhaba ! marhaba !aamina ka chaand aaya ! marhaba ! marhaba !sar pe saja ke 'amaamanaa'lain-e-paak laga kelab pe durood saja kemeelaad karenge
marhaba ! marhaba ! marhaba !saj gai har gali, sab makaa.n saj gae'aashiqo.n ki chhato.n par hai jhande lagehar taraf dhoom hai, har taraf hai KHushiaaj hai har taraf noor hi noor hi
sarkaar aa rahe hai.n, sarkaar aa rahe hai.nsarkaar aa rahe hai.n, sarkaar aa rahe hai.nnoor-e-KHuda ne kya kya jalwe dikha diye hai.nseene kiye hai.n raushan, dil jagmaga diye hai.nun ki mahak ne dil ke gunche khila diye hai.njis raah chal diye hai.n, kooche basa diye hai.n
marhaba ya mustafa ! marhaba ya mustafa !marhaba ya mustafa ! marhaba ya mustafa !naseeb chamke hai.n farshiyo.n keki 'arsh ke chaand aa rahe hai.njhalak se jin ki falak hai raushanwo shams tashreef laa rahe hai.nmarhaba ya mustafa ! marhaba ya mustafa !marhaba ya mustafa ! marhaba ya mustafa !
falak ke nazaaro ! zamee.n ki bahaaro !sab 'eide.n manaao, huzoor aa gae hai.nuTho Gam ke maaro ! chalo be-sahaaro !KHabar ye sunaao, huzoor aa gae hai.n
rabi'unnoor aaya hairabi'unnoor aaya hairahe.n haatho.n me.n jhandiyaa.nchalo baante.n miThaaiyaa.njalaao mom-battiyaa.nsaje darwaaze khi.Dkiyaa.ngiraao jalne waalo.n ke -dilo.n par aaj bijliyaa.nzamee.n mahki, falak chamka haikaa'ba muskuraaya hairabi'unnoor aaya hairabi'unnoor aaya hai