assalaamu 'alaika ya ! ya rasoolallah !assalaamu 'alaika ya habibi ! ya nabiyallah !saj gai hai ye zamee.n, saj gaya hai aasmaa.nmustafa ke noor se saj gaya hai kul jahaa.nmarhaba ! marhaba !marhaba ya mustafa salle-'ala !duniya ka sab se ba.Da, sab se ba.Da jashn haimere sarkaar ke meelaad ka ye jashn haiaaqa ka jashn hai, maula ka jashn haipyaare ka jashn hai, jashn hai
salle-'ala nabiyyina ! salle-'ala muhammadin !salle-'ala shafi'ena ! salle-'ala muhammadin !sadiyo.n se jo karte hai.n, wohi kaam karengeis saal bhi ham shaan se meelaad karengegar shaan se jeena hai to meelaad hai karnauTha ke sar chalna hai to meelaad hai karnakaho na ! kaho na ! kaho meelaad waale ham !kaho na ! kaho na ! kaho meelaad waale ham !
ya rasoolallah ! ya habeeballah !pukaaro, ya rasoolallah ! ya habeeballah !tum bhi kar ke un ka charchaapne dil chamkaaounche me.n uncha nabi ka jhandaaa'la se aa'la nabi ka jhanda'azmat waala nabi ka jhandaghar ghar me.n lehraaopukaaro, ya rasoolallah ! ya habeeballah !pukaaro, ya rasoolallah ! ya habeeballah !
noor se apne sarwar-e-'aalamduniya jagmagaane aaeGam ke maaro.n, dukhiyaaro.n kowo seene se lagaane aaeduniya jagmagaane aaeduniya jagmagaane aaenoor-e-nigaah-e-ambiyamere huzoor aa gaeshaan-o-nishaan-e-kibriyamere huzoor aa gaenoor se apne sarwar-e-'aalamduniya jagmagaane aae
marhaba ! bolo marhaba marhaba !jhoom kar bolo marhaba marhaba !jhoom kar bolo marhaba !momino ! waqt-e-adab haiaamad-e-mahboob-e-rab haijaa-e-aadaab-o-tarab haiaamad-e-shaah-e-'arab haimarhaba ! bolo marhaba marhaba !jhoom kar bolo marhaba !baj rahe hai.n shaadiyaanebut lage kalima sunaanehar zabaa.n par hai.n taraaneaamad-e-shaah-e-'arab hai
salle-'ala pukaaro, sarkaar aa rahe hai.nuTho, ai be-sahaaro ! sarkaar aa rahe hai.nmaulood ki gha.Di hai, chalo aamina ke ghar parai KHuld ki bahaaro ! sarkaar aa rahe hai.njo maangna hai maango, jo lena hai so le loduniya ke taajdaaro ! sarkaar aa rahe hai.n
saare pa.Dho durood aj sarkaar aa gaeduniya te do-jahaanaa.n de muKHtaar aa gaesaare pa.Dho durood aj sarkaar aa gaeghar aamina de ho gai aamad huzoor divekhaN farishte aap da ruKHsaar aa gaesaare pa.Dho durood aj sarkaar aa gae
jashn-e-'eid-e-baarahwi.n manaaa gae huzoor aa gaegoonj uThi sada-e-marhabaaa gae huzoor aa gae'arsh-o-farsh ki thi guftugumai.n ba.Da hu.n ya ba.Da hai tufarsh bola ab hu.n mai.n ba.Daaa gae huzoor aa gaejashn-e-'eid-e-baarahwi.n manaaa gae huzoor aa gaegoonj uThi sada-e-marhabaaa gae huzoor aa gae
ham KHushi manaaenge, tum jalo ya mar jaaonaa't gungunaaenge, tum jalo ya mar jaaomustafa ki aamad par sabz rang ka jhandachhat pe ham lagaaenge, tum jalo ya mar jaaomustafa ki 'azmat par, 'izzat-e-payambar parjaan ham luTaaenge, tum jalo ya mar jaaomaslak-e-raza, beshak ! raasta hai jannat kasab ko ye bataaenge, tum jalo ya mar jaao
dhoom har jaanib machi hai aap ke meelaad kihar musalmaa.n ko KHushi hai aap ke meelaad kijin ke 'amalo.n me.n hai sab kuchh, par nahi.n chehre pe noorun ke daaman me.n kami hai aap ke meelaad kibeshumaar us par barasti hai.n KHuda ki rahmate.nbazm jis ghar me.n saji hai aap ke meelaad ki
jaan-e-rahmat, shaan-e-rahmat aamina ka laal haisaari duniya ki zaroorat aamina ka laal haishaan-e-rahmat, jaan-e-rahmat aamina ka laal haisaari duniya ki zaroorat aamina ka laal haigod me.n le kar ke aaqa ko haleema ne kahachaand se bhi KHoobsoorat aamina ka laal haiteri Gurbat ko miTa dega ye kuchh hi waqt me.nai haleema ! teri qismat aamina ka laal hai
shaah-e-tayba ke naam, do qadam saath saathmere aaqa ke naam, do qadam saath saathgungunaate chalo, muskuraate chalonaa'ra-e-ya-muhammad lagaate chaloshaah-e-tayba ke naam, do qadam saath saathmere aaqa ke naam, do qadam saath saathkhoTi-qismat banaae.n chalo saath saathmustafa ko manaae.n chalo saath saath