'arab se shaam tak jo raushni haimere sarkaar ki aamad hui haihaleema bi chali.n aaqa ko le karajab teji me.n un ki unTni haimahal bhi jhuk ke dete hai.n salaamihaleema bi ki aisi jhonp.Di haibashar ki baat kya ! duniya ki har shainabi ki naa't sun kar jhoomti hainabi ki naa't ke aage Gazal bhiadab se haath ko baandhe kha.Di hai
marhaba marhaba ! marhaba marhaba !marhaba marhaba ! marhaba ya nabi ! ya nabi ! ya nabi !ya rasool-e-KHuda ! marhaba marhaba !ya rasool-e-KHuda ! marhaba marhaba !jab ki paida hue the hamaare nabibhole-bhaale nabi, pyaare pyaare nabidono.n 'aalam ki aankho.n ke taare nabiapne naazuk labo.n se pukaare.n nabiummati ummatiya rasool-e-KHuda ! marhaba marhaba !
duroodo.n ki shamma' labo.n par sajaaoandhera miTaane huzoor aa rahe hai.nuTho, sunniyo ! apne daaman ko bhar lomuqaddar jagaane huzoor aa rahe hai.nzara pa.Dh ke salle-'ala ya muhammadgharo.n ko sajaao huzoor aa rahe hai.ndil-o-jaan kar do sab un ke hawaaleki palke.n bichhaao huzoor aa rahe hai.nsuhaani gha.Di aur pichhla pahar haitabassum-ba-daama wo dekho qamar hai
KHuda ki rehmat baras rahi haihuzoor tashreef laa rahe hai.nfarishte ghar aamina ka jaa karKHud apne haatho.n saja rahe hai.nnabi ka bachpan tha kya salonaki chaand tha aap ka khilaunakabhi khilaune ko to.Dte hai.nkabhi khilauna bana rahe hai.ndukaane.n bu-jahl ki hai.n jitniwo ek bhi ab nahi.n khulengithe jis me.n jhooTe KHuda usi me.nhuzoor taala laga rahe hai.n
rabi'unnoor ummeedo.n ki duniya saath le aayadu'aao.n ki qubooliyat ko haatho.n haath le aayarabi'-ul-awwal ummeedo.n ki duniya saath le aayadu'aao.n ki qubooliyat ko haatho.n haath le aaya
KHushiya.n manaao, jhande lagaao, ghar ko sajaao mil keapne nabi ki 'azmat ke tum geet sunaao mil kecharaaGaa.n hi charaaGaa.n ho.n, KHushi ke shaadiyaane ho.nmere aaqa ki aamad hai, sadaae.n marhaba ki ho.n
sarkaar ki aamad ! marhaba !dildaar ki aamad ! marhaba !manThaar ki aamad ! marhaba !sab mil kar bolo ! marhaba !nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasoolnabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool
जश्न-ए-आमद-ए-रसूल, अल्लाह ही अल्लाह !बीबी आमिना के फूल, अल्लाह ही अल्लाह !अल्लाह ही अल्लाह ! बोलो ! अल्लाह ही अल्लाह !अल्लाह ही अल्लाह ! बोलो ! अल्लाह ही अल्लाह !
जहां आक़ा की मिदहत हो गई हैजगह वो मिस्ले जन्नत हो गई हैमेरे आक़ा ने जो फ़रमा दिया हैवो उम्मत की शरीअत हो गई है
ऐ रसूले-अमीं, ख़ातमल-मुर्सलींतुझ सा कोई नहीं, तुझ सा कोई नहींहै अक़ीदा ये अपना ब-सिद्क़ो-यक़ींतुझ सा कोई नहीं, तुझ सा कोई नहीं
Main To Ummati Hun, Ai Shaah-e-Umam !
वो नबियों में रहमत लक़ब पाने वाला / Wo Nabiyon Mein Rehmat Laqab Pane Wala (All Versions)