zamee.n maili nahi.n hoti, zaman maila nahi.n hotamuhammad ke Gulaamo.n ka kafan maila nahi.n hota
noor waala aaya hai, noor le kar aaya haisaare 'aalam me.n ye dekho kaisa noor chhaaya haiassalaatu wa-ssalaamu 'alaika ya rasoolallah !assalaatu wa-ssalaamu 'alaika ya habeeballah !
kyunkar na mere dil me.n ho ulfat rasool kijannat me.n le ke jaaegi chaahat rasool kichalta hu.n mai.n bhi, qaafile waalo ! ruko zaramilne do bas mujhe bhi ijaazat rasool ki
dar-e-aqdas pe haal-e-dil sunaana yaad aata haimadina aata haimadine me.n jo guzra wo zamaana yaad aata haimadina aata hai
ya rab ! meri soi hui taqdeer jaga deaankhe.n mujhe di hai.n to madina bhi dikha desun.ne ki jo quwwat mujhe baKHshi hai, KHudawand !phir masjid-e-nabvi ki azaane.n bhi suna de
ab to bas ek hi dhun hai ki madina dekhu.nab to bas ek hi dhun hai ki madina dekhu.naaKHri 'umr me.n kya raunaq-e-duniya dekhu.nab to bas ek hi dhun hai ki madina dekhu.n
munawwar meri aankho.n ko, mere shamsudduha ! kar de.nGamo.n ki dhoop me.n wo saaya-e-zulf-e-dota kar de.njaha.n-baani 'ata kar de.n, bhari jannat hiba kar de.nnabi muKHtaar-e-kul hai.n, jis ko jo chaahe.n 'ata kar de.n
फिर के गली गली तबाह ठोकरें सब की खाए क्यूंदिल को जो अ़क़्ल दे ख़ुदा तेरी गली से जाए क्यूंरुख़्सत-ए-क़ाफ़िला का शोर ग़श से हमें उठाए क्यूंसोते हैं उन के साए में कोई हमें जगाए क्यूंबार न थे ह़बीब को पालते ही ग़रीब कोरोएं जो अब नसीब को चैन कहो गंवाए क्यूं
mustafa-e-zaat-e-yakta aap hai.nyak ne jis ko yak banaaya, aap hai.n
Aaqa aa Jaiye Aaqa aa JaiyeAaqa aa Jaiye Aaqa aa JaiyeBehre Deedar Mushtaq hai Har NazarDonon Aalam ke Sarkar Aa JaieyeAaqa aa Jaiye Aaqa aa JaiyeAaqa aa Jaiye Aaqa aa Jaiye
सरकार-ए-दो-आलम आते हैं, हर ज़ुल्म मिटाया जाएगागिरतों को उठाया जाएगा, रोतों को हँसाया जाएगाहर दौर लगाए पाबंदी, हर अहद करे नाकाबंदीमीलाद मनाया जाता था, मीलाद मनाया जाएगा
गुलशन गुलशन, सहरा सहरा, बात हुई मशहूरमाह-ए-रबिउन्नूर ने बख़्शा रहमत का दस्तूरआया रबिउन्नूर, आया रबिउन्नूरआया रबिउन्नूर, आया रबिउन्नूरप्यारे नबी का नूर चला जब आदम की पेशानी सेपुश्त-ए-ख़लीली तक पहुँचा है रहमत की तुग़्यानी सेआदम ता ईसा कहते हैं आया रब का नूर