-
Ilahi koi Aesa Intezaam ho jaaye
Dare Rasool pe Mera Salaam ho jaaye
Ilahi Is se badh kar Aarazu-E-Dil nahin koi
Ilahi Is se badh kar Maksad-E-Saaeel nahin koi
Ilahi Is se badh kar Ishq ka haaseel nahin koi
Muhammad saamne ho aur ye Mera dam nikal jaye
Ilahi koi Aesa Intezaam ho jaaye
Dare Rasool pe Mera Salaam ho jaaye
Jab Noore Mujassam se hai Donon Jahaan roshan
Fir Mere Muqaddar ko jaga kyun nahin dete
Ud kar mein pahunch jaaun Madine ki Faza mein
Mere Par jibraeel laga kyun nahin dete
Ilahi koi Aesa Intezaam ho jaaye
Dare Rasool pe Mera Salaam ho jaaye
Armaan Mere Dil se mita kyun nahin dete
Sarkaar Madine mein bula kyun nahin dete
Deedaar bhi hota rahe Har waqt muyassar
Qadmon mein Shaha Apne sula kyun nahin dete
Ilahi koi Aesa Intezaam ho jaaye
Dare Rasool pe Mera Salaam ho jaaye
Ilahi Aarazu-E-Deedare purnam nikal jaaye
Nikal jaaye majaale koshishe bekham nikal jaaye
Khalil Warsi ke Dil se pecho gam nikal jaaye
Muhammad kehte kehte Mera ye dam nikal jaayeIlahi koi Aesa Intezaam ho jaaye
Dare Rasool pe Mera Salaam ho jaaye
इलाही कोई ऐसा इंतिज़ाम हो जाए
दरे रसूल पे मेरा सलाम हो जाए
इलाही इस से बढ़ कर आरज़ू-इ-दिल नहीं कोई
इलाही इस से बढ़ कर मकसदे साईल नहीं कोई
इलाही इस से बढ़ कर इश्क़ का हासिल नहीं कोई
मुहम्मद सामने हो और ये मेरा दम निकल जाए
इलाही कोई ऐसा इंतिज़ाम हो जाए
दरे रसूल पे मेरा सलाम हो जाए
जब नूरे मुजस्सम से है दोनों जहां रोशन
फिर मेरे मुक़द्दर को जगा क्यों नहीं देते
उड़ कर में पहुँच जाऊं मदीने की फ़ज़ा में
मेरे पर जिब्राईल लगा क्यों नहीं देते
इलाही कोई ऐसा इंतिज़ाम हो जाए
दरे रसूल पे मेरा सलाम हो जाए
अरमान मेरे दिल से मिटा क्यों नहीं देते
सरकार मदीने में बुला क्यों नहीं देते
दीदार भी होता रहे हर वक़्त मुयस्सर
क़दमों में शहा अपने सुला क्यों नहीं देते
इलाही कोई ऐसा इंतिज़ाम हो जाए
दरे रसूल पे मेरा सलाम हो जाए
इलाही आरज़ू-इ-दीदारे पुरनम निकल जाए
निकल जाए मजाले कोशिशे बेख़म निकल जाए
खलील वारसी के दिल से पेचो गम निकल जाए
मुहम्मद कहते कहते मेरा ये दम निकल जाए
इलाही कोई ऐसा इंतिज़ाम हो जाए
दरे रसूल पे मेरा सलाम हो जाए