haazir hai dar-e-daulat pe gada, sarkaar tawajjoh farmaae.n
mohtaj-e-nazar hai haal mera, sarkaar tawajjoh farmaae.n
mai.n kab aane ke qaabil tha, rahmat ne yahaa.n tak pahu.nchaya
sarkaar pe tan-man-jaan fida, sarkaar tawajjoh farmaae.n

aansu aansu he.n fariyaadi, aur 'arz-e-karam hichki-hichki
dhadkan-dhadkan deti hai sada, sarkar tawajjoh farmaae.n
ek mai.n hi nahi.n puri ummat, sari duniya sari khalqat
takti hai rasta rahmat ka, sarkaar tawajjoh farmaae.n

koi sajdo.n ki saugaat hai na koi
zohd-o-takwa mere paas sarkaar hai
chal pada hu.n mai.n roze ki jaanib magar
haae ! sar par gunaaho.n ka ambaar hai
jurm-o-isyaa.n se apne lajaata hua
aur ashk-e-nadaamat bahaata hua
teri rahmat pe nazre.n jamaata hua
dar pe haazir ye tera gunaahgar hai
aaya hu.n bahot sharmi.nda sa, sarkaar tawajjoh farmaae.n
tera saani kahaa.n ! shaah-e-kaun-o-makaa.n
mujhsa aasi bhi ummat me.n hoga kahaa.n
tere 'afwo karam ka shah-e-do jahaa.n
kya koi mujhse bad kar bhi haqdaar hai

aye gumbad-e-khazra ke makee.n ! meri madad kar
ya fir ye bata kaun mera tere siwa hai

aye khasaa-e-khasane rusool, waqt-e-duaa hai
ummat pe teri aake ajab waqt pada hai
ek baar aur tu taibaa se falasteen me.n aa
rasta dekhti hai masjid-e-aqsa tera
sarkaar tawajjoh farmaae.n , sarkaar tawajjoh farmaae.n
jo deen badi shaan se nikla tha watan se
pardes me.n wo aaj garibul gurbaa.n hai

kis-kis ko jaa kar kahe.n taajdaar-e-haram
Dera daale hue he.n duniya ke gham

mai.n kar ke sitam apni jaa.n par, quraan se "jaauu-k" padh kar

raham farma de ab teri ummat he.n ham
sarkaar tawajjoh farmaae.n , sarkaar tawajjoh farmaae.n
bad he.n to aap ke he.n bhale he.n to aapke
tukdo.n pe to yahi.n ke pale rukh kidhar kare.n
sarkaar tawajjoh farmaae.n , sarkaar tawajjoh farmaae.n
sarkaar tawajjoh farmaae.n , sarkaar tawajjoh farmaae.n
bad he.n to aap ke he.n bhale he.n to aapke
tukdo.n pe to yahi.n ke pale rukh kidhar kare.n
sarkaar tawajjoh farmaae.n , sarkaar tawajjoh farmaae.n
haazir hai dar-e-daulat pe gada, sarkaar tawajjoh farmaae.n
mohtaj-e-nazar hai haal mera, sarkaar tawajjoh farmaae.n
mohtaj-e-nazar hai haal mera, sarkaar tawajjoh farmaae.n
sarkaar tawajjoh farmaae.n , sarkaar tawajjoh farmaae.n
nigaah-e-lutf ke ummidwaar ham bhi he.n
liye hue to dil-e-bekaraar ham bhi he.n
hamaare dast-e-tamanna ki laaj bhi rakhna
tere faqiron me.n aye shaher-e-yaar ham bhi he.n
mohtaj-e-nazar hai haal mera, sarkaar tawajjoh farmaae.n
sarkaar tawajjoh farmaae.n , sarkaar tawajjoh farmaae.n
mai.n kar ke sitam apni jaa.n par, quraan se "jaauu-k" padh kar
aaya hu.n bahot sharmi.nda sa, sarkaar tawajjoh farmaae.n
shukriya aapka sultaan madine waale !
mujhsa aasee bhi hai maheman madine waale !
mujh kamine ko madine me.n bulaaya tumne
hai ye ahesaan pe ahesaan madine waale !
zaaeer-e-qabr-e-munawwar ki shafaa'at hogi
hai yahi aapka farmaan, madine waale !
mai.n bhi to zaaeer-e-roza hu.n rasool-e-'arabi !
mujhko mat bhulna, sultaan madine waale !
mai.n kar ke sitam apni jaa.n par, quraan se "jaauu-k" padh kar
aaya hu.n bahot sharmi.nda sa, sarkaar tawajjoh farmaae.n
tujhse chhupaau.n mu.nh to karu.n kiske saamne
kya aur bhi kisi se tawaqqo nazar ki hai
jaau.n kahaa.n, pukaaru.n kise, kiska mu.nh taku.n
kya pursish, aur jaah bhi sag-e-behunar ki hai
uff ! be hayaeeyaa.n ke ye mu.nh aur tere huzur
haa.n , tu kareem hai teri khoo darguzar ki hai
mohtaj-e-nazar hai haal mera, sarkaar tawajjoh farmaae.n
ek mai.n hi nahi.n puri ummat, sari duniya sari khalqat
takti hai rasta rahmat ka, sarkaar tawajjoh farmaae.n
takti hai rasta rahmat ka, sarkaar tawajjoh farmaae.n
al-bahru 'ala, wa-al mouju tagha, man bekas-o-tufaa.n hosh-ruba
manjdhaar me.n hu.n bigdi hai hawa, mori nayya paar laga jaana
sekdo.n ke dil munawwar kar diye
is taraf bhi aa.nkh utha kar dekh lo
pesh karne ke liye kuchh nahi.n badkaar ke pas
dhero.n isyaa.n he.n gunahgaaro.n ke sardaar ke pas
mai.n gunahgaar, gunaaho.n ke siwa kya lata
nekiyaa.n hoti he.n sarkaar! nekokaar ke pas
itna to karam karna, aye chashm-e-karimaana
jab jaan labo.n par ho, tum saamne aa jana
mohtaj-e-nazar hai haal mera, sarkaar tawajjoh farmaae.n
sarkaar tawajjoh farmaae.n , sarkaar tawajjoh farmaae.n
haazir hai dar-e-daulat pe gada, sarkaar tawajjoh farmaae.n
mohtaj-e-nazar hai haal mera, sarkaar tawajjoh farmaae.n
mohtaj-e-nazar hai haal mera, sarkaar tawajjoh farmaae.n
हाज़िर है दरे दौलत पे गदा, सरकार तवज्जोह फरमाएं
मोहताज-ए-नज़र है हाल मेरा, सरकार तवज्जोह फरमाएं
मैं कब आने के क़ाबिल था, रहमत ने यहाँ तक पहुँचाया
सरकार पे तन मन जान फ़िदा, सरकार तवज्जोह फरमाएं

मैं कर के सितम अपनी जां पर, क़ुरआन से "जाऊक" सुन कर
आया हूँ बहोत शर्मिदा सा, सरकार तवज्जोह फरमाएं
गर तुम न सुनोगे तो मेरी कौन सुनेगा
गर तुम न करोगे तो करम कौन करेगा
आया हूँ बहोत शर्मिदा सा, सरकार तवज्जोह फरमाएं
कोई सजदों की सौगात है न कोई
ज़ोहदो तक़वा मेरे पास सरकार है
चल पड़ा हूँ मैं रोज़े की जानिब मगर
है सर पर गुनाहों का अम्बार है
जुर्मो ईस्यां से अपनी लजाता हुआ
और अश्के नदामत बहता हुआ
तेरी रहमत पे नज़रें जमता हुआ
दर पे हाज़िर ये तेरा गुनहगार है
आया हूँ बहोत शर्मिदा सा, सरकार तवज्जोह फरमाएं
तेरा सानी कहाँ ? शाहे कौनो मकां
मुझसा आसी भी उम्मत में होगा कहाँ
तेरे अफ़्वो करम का शहे दो जहां
क्या कोई मुझसे बढ़ कर भी हक़दार है
आया हूँ बहोत शर्मिदा सा, सरकार तवज्जोह फरमाएं
अये गुम्बद-ए-ख़ज़रा के मकीं ! मेरी मदद कर
या फिर ये बता कौन मेरा तेरे सिवा है
आया हूँ बहोत शर्मिदा सा, सरकार तवज्जोह फरमाएं
आंसू आंसू हैं फरियादी, और अर्ज़े करम हिचकी हिचकी
धड़कन धड़कन देती है सदा, सरकार तवज्जोह फरमाएं
एक मैं ही नहीं पूरी उम्मत, सारी दुनिया, सारी खलकत
तकती है रस्ता रहमत का, सरकार तवज्जोह फरमाएं
अये खासा-ए-खांसने रसूल ! वक़्ते दुआ है
उम्मत पे तेरी आके अजब वक़्त पड़ा है
एक बार और तु तयबाह से फलस्तीन में आ
रस्ता देखती है मस्जिद-ए-अक़्सा तेरा
सरकार तवज्जोह फरमाएं सरकार तवज्जोह फरमाएं
जो दीन बड़ी शान से निकला था वतन से
परदेस में आके वो आज ग़रीबुल गुरबां है
सरकार तवज्जोह फरमाएं सरकार तवज्जोह फरमाएं
किस किस को जाकर कहें , ताजदार-ए-हरम !
डेरा डाले हुए हैं दुनिया के ग़म
रहम फार्मा दे अब तेरी उम्मत हैं हम
सरकार तवज्जोह फरमाएं सरकार तवज्जोह फरमाएं
बद हैं तो आपके हैं, भले हैं तो आपके
टुकड़ों पे तो यहीं पले, रुख किधर करें
सरकार तवज्जोह फरमाएं सरकार तवज्जोह फरमाएं
हाज़िर है दरे दौलत पे गदा, सरकार तवज्जोह फरमाएं
मोहताज-ए-नज़र है हाल मेरा, सरकार तवज्जोह फरमाएं
सरकार तवज्जोह फरमाएं सरकार तवज्जोह फरमाएं
निगाह-ए-लुत्फ़ के उम्मीदवार हम भी हैं
लिए हुए तो दिल-ए-बेक़रार हम भी हैं
हमारे दस्त-ए-तमन्ना की लाज भी रखना
तेरे फकीरों में अये शहर-ए-यार हम भी हैं
मोहताज-ए-नज़र है हाल मेरा, सरकार तवज्जोह फरमाएं
सरकार तवज्जोह फरमाएं, सरकार तवज्जोह फरमाएं
मैं कब आने के क़ाबिल था, रहमत ने यहाँ तक पहुँचाया
सरकार पे तन मन जान फ़िदा, सरकार तवज्जोह फरमाएं
शुक्रिया आपका सुल्तान मदीने वाले !
मुझसा आसी भी है महेमान मदीने वाले !
मुज कमीने को मदीने में बुलाया तुमने
है ये अहसान पे अहसान मदीने वाले !
ज़ाईर-ए-क़ब्र-ए-मुनव्वर की शफ़ाअत होगी
है यही आपका फरमान मदीने वाले !
मैं भी ज़ाईर-ए-रोज़ा हूँ, रसूल-ए-अरबी का
मुझको मत भूलना सुल्तान मदीने वाले !
मैं कर के सितम अपनी जां पर, क़ुरआन से "जाऊक" सुन कर
आया हूँ बहोत शर्मिदा सा, सरकार तवज्जोह फरमाएं
तुजसे छुपाऊं मुंह तो करूँ किसके सामने
क्या और भी किसी से तवक़्क़ो नज़र की है
जाऊं कहाँ पुकारूँ किसे , किसका मुंह तकूँ
क्या पुर्सिश, और जा भी सग-ए-बेहुनर की है
उफ़ ! ये बेहयाईयाँ , के ये मुंह और तेरे हुज़ूर
हाँ, तु करीम है, तेरी खू दरगुज़र की है
मोहताज-ए-नज़र है हाल मेरा, सरकार तवज्जोह फरमाएं
एक मैं ही नहीं पूरी उम्मत, सारी दुनिया सारी खलकत
तकती हैं रस्ता रहमत का, सरकार तवज्जोह फरमाएं
अल-बहरू अला, वल मौजू तगा, मन बेकसो तूफ़ां होशरुबा
मंझधार में हूँ बिगड़ी है हवा, मोरी नैया पर लगा जाना
सैकड़ों के दिल मुनव्वर कर दिए
इस तरफ भी आँख उठा कर देखलो
पेश करने के लिए कुछ नहीं बदकार के पास
ढेरों ईस्यां है गुनहगार के सरदार के पास
मैं गुनहगार गुनाहों के सिवा क्या लाता
नेकियां होती हैं सरकार नेकोकर के पास
इतना तो करम करना, अये चश्मे करीमाना
जब जान लबों पर हो, तुम सामने आ जाना