Hara Gumbad Jo Dekhoge Zamana Bhool Jaoge.
Agar Taiba ko Jaoge. To Aana Bhool Jaoge.
Na Itrao Ziada Chand Taro Apni Rangat Par.
Mere Aaqa Ko Dekhoge Chamakna Bhool Jaoge .
Agar Tum goar se Mere Nabi Ki Naat Sunloge.
Mera Dawa Hai. Tum Gaana Bajana Bhool Jaoge
Tumare Samnay Huga Kabi Jab Gumbad-E Khazra.
Nazar Jam Jaayegi Uspar. Hatana Bhool Jaoge.
Hadees-E-Mustafa Par Tum Jo Ho Jao. Amal Paira.
Kasam Allah Ki. Maa ko Satana Bhool Jaoge.
Nabi Ke Pak Jalwe Ko Agar Tum Khwab Me Dekho.
Kasam Rab Ki. Charagon Ko Jalana Bhul Jaoge.
Kabhi Pehli Nazar Jab Gumbad-E Khazra Pe Jaayegi.
Woh Lamhe Tum. Jamane Ko Batana Bhool Jaoge.
हरा गुंबद जो देखोगे. ज़माना भूल जाओगे.
अगर तयबा को जाओगे। तो आना भूल जाओगे |
न इतराओ ज़ियादा. चाँद-तारो अपनी रंगत पर.
मेरे आक़ा को देखोगे. चमकना भूल जाओगे |
अगर तुम गोर से मेरे नबी की नात सुन लोगे.
मेरा दावा है तुम. गाना बजाना भूल जाओगे |
तुम्हारे सामने होगा कभी जब गुंबद-ए-ख़ज़रा.
नज़र जम जाएगी उस पर. हटाना भूल जाओगे |
हदीस-ए-मुस्तफ़ा पर तुम जो हो जाओ. अमल पैरा.
क़सम अल्लाह की. माँ को सताना भूल जाओगे |
नबी के पाक जल्वे को अगर तुम ख़्वाब में देखो.
क़सम रब की. चराग़ों को जलाना भूल जाओगे |
कभी पहली नज़र जब गुंबद-ए-ख़ज़रा पे जाएगी.
वो लम्हें तुम ज़माने को बताना भूल जाओगे |