::

Search

हक़ की पहचान हैं रज़ा वाले / Haq Ki Pehchan Hain Raza Wale

  • Share this:
हक़ की पहचान हैं रज़ा वाले / Haq Ki Pehchan Hain Raza Wale

raza raza raza ! raza raza raza !
raza raza raza ! raza raza raza !

hai meri shaan raza, hai meri jaan raza
hai meri aan, meri pehchaan

bajega hashr tak Danka imaam ahmad raza KHaa.n ka
jahaa.n me.n bol hai baala imaam ahmad raza KHaa.n ka

wo apne waqt ke beshak imaam-e-bu-hanifa the
koi saani nahi.n milta imaam ahmad raza KHaa.n ka

koi hai hujjatul-islam, koi hai mufti-e-aa'zam
koi taajushshari'aa hai, koi mufassir-e-aa'zam
ye uncha KHaandaa.n kis ka ? imaam ahmad raza KHaa.n ka

koi sadru-shsharee'aa hai, koi sadrul-afaazil hai
ye faizaan-e-nazar kis ka ? imaam ahmad raza KHaa.n ka

jo qudsi hashr me.n poochhenge mujh se, kis ka pairo tha ?
kahunga kar ke sar uncha, imaam ahmad raza KHaa.n ka

saahib-e-shaan hai.n raza waale
haq ki pehchaan hai.n raza waale

KHoob dars-e-hadees dete hai.n
qaul-e-as.haab bhi sunaate hai.n
ahl-e-qur.aan hai.n raza waale
haq ki pehchaan hai.n raza waale

saare darbaan-e-Gaus-e-aa'zam hai.n
KHaadimaan-e-rasool-e-akram hai.n
yaa'ni sultaan hai.n raza waale
haq ki pehchaan hai.n raza waale

raza mera peer hai, raza mera peer hai
raza mera peer hai, raza mera peer hai

kufr-o-shar ki jamaa'ato.n ke liye
pyaare aaqa ke dushmano.n ke liye
ek toofaan hai.n raza waale
haq ki pehchaan hai.n raza waale

saahib-e-shaan hai.n raza waale
haq ki pehchaan hai.n raza waale

naam-e-as.haab-o-naam-e-aaqa par
naam-e-KHwaja pe, naam-e-daata par
dil se qurbaan hai.n raza waale
haq ki pehchaan hai.n raza waale

koi aKHtar hai, koi KHaadim hai
koi 'attaar, koi qaasim hai
yaa'ni zeeshaan hai.n raza waale
haq ki pehchaan hai.n raza waale

raza mera peer hai, raza mera peer hai
raza mera peer hai, raza mera peer hai

be-wafaai kabhi nahi.n karte
zulm ka saath bhi nahi.n dete
aise insaan hai.n raza waale
haq ki pehchaan hai.n raza waale

saahib-e-shaan hai.n raza waale
haq ki pehchaan hai.n raza waale

keh do, RaaGib ! zamaane waalo.n se
ahl-e-haq ko sataane waalo.n se
ahl-e-imaan hai.n raza waale
haq ki pehchaan hai.n raza waale

raza mera peer hai, raza mera peer hai
raza mera peer hai, raza mera peer hai


Poet:

Misbah Ul Haq Raghib

Naat-Khwaan:

Hafiz Tahir Qadri
Hafiz Ahsan Qadri

 

रज़ा रज़ा रज़ा ! रज़ा रज़ा रज़ा !
रज़ा रज़ा रज़ा ! रज़ा रज़ा रज़ा !

है मेरी शान रज़ा, है मेरी जान रज़ा !
है मेरी आन, मेरी पहचान

बजेगा हश्र तक डंका इमाम अहमद रज़ा ख़ाँ का
जहाँ में बोल है बाला इमाम अहमद रज़ा ख़ाँ का

वो अपने वक़्त के बेशक इमाम-ए-बू-हनीफ़ा थे
कोई सानी नहीं मिलता इमाम अहमद रज़ा ख़ाँ का

कोई है हुज्जतुल-इस्लाम, कोई है मुफ़्ती-ए-आ'ज़म
कोई ताजुश्शरी'आ है, कोई मुफ़स्सिर-ए-आ'ज़म
ये ऊँचा ख़ानदाँ किस का ? इमाम अहमद रज़ा ख़ाँ का

कोई सदरु-श्शरी'आ है, कोई सदरुल-अफ़ाज़िल है
ये फ़ैज़ान-ए-नज़र किस का ? इमाम अहमद रज़ा ख़ाँ का

जो क़ुदसी हश्र में पूछेंगे मुझ से, किस का पैरो था ?
कहूँगा कर के सर ऊँचा, इमाम अहमद रज़ा ख़ाँ का

साहिब-ए-शान हैं रज़ा वाले
हक़ की पहचान हैं रज़ा वाले

ख़ूब दर्स-ए-हदीस देते हैं
क़ौल-ए-असहाब भी सुनाते हैं
अहल-ए-क़ुरआन हैं रज़ा वाले
हक़ की पहचान हैं रज़ा वाले

सारे दरबान-ए-ग़ौस-ए-आ'ज़म हैं
ख़ादिमान-ए-रसूल-ए-अकरम हैं
या'नी सुल्तान हैं रज़ा वाले
हक़ की पहचान हैं रज़ा वाले

रज़ा मेरा पीर है, रज़ा मेरा पीर है
रज़ा मेरा पीर है, रज़ा मेरा पीर है

कुफ़्र-ओ-शर की जमा'अतों के लिए
प्यारे आक़ा के दुश्मनों के लिए
एक तूफ़ान हैं रज़ा वाले
हक़ की पहचान हैं रज़ा वाले

साहिब-ए-शान हैं रज़ा वाले
हक़ की पहचान हैं रज़ा वाले

नाम-ए-असहाब-ओ-नाम-ए-आक़ा पर
नाम-ए-ख़्वाजा पे, नाम-ए-दाता पर
दिल से क़ुर्बान हैं रज़ा वाले
हक़ की पहचान हैं रज़ा वाले

कोई अख़्तर है, कोई ख़ादिम है
कोई 'अत्तार, कोई क़ासिम है
या'नी ज़ीशान हैं रज़ा वाले
हक़ की पहचान हैं रज़ा वाले

रज़ा मेरा पीर है, रज़ा मेरा पीर है
रज़ा मेरा पीर है, रज़ा मेरा पीर है

बे-वफ़ाई कभी नहीं करते
ज़ुल्म का साथ भी नहीं देते
ऐसे इंसान हैं रज़ा वाले
हक़ की पहचान हैं रज़ा वाले

साहिब-ए-शान हैं रज़ा वाले
हक़ की पहचान हैं रज़ा वाले

कह दो, राग़िब ! ज़माने वालों से
अहल-ए-हक़ को सताने वालों से
अहल-ए-ईमान हैं रज़ा वाले
हक़ की पहचान हैं रज़ा वाले

रज़ा मेरा पीर है, रज़ा मेरा पीर है
रज़ा मेरा पीर है, रज़ा मेरा पीर है


शायर:

मिस्बाह-उल-हक़ राग़िब

ना'त-ख़्वाँ:

हाफ़िज़ ताहिर क़ादरी
हाफ़िज़ अहसन क़ादरी

Muslim Life Pro

Muslim Life Pro

Kam Wo Le Lijiye Tumko Jo Razi Kare, Theek Ho Naame Raza Tumpe Karoro Durood.

best naat |rapid naat test |naat test |urdu naat |har waqt tasawwur mein naat lyrics |a to z naat mp3 download |junaid jamshed naat |new naat sharif |naat assay |naat allah hu allah |naat audio |naat allah allah |naat app |naat allah mera sona hai |naat arabic |naat aptima |naat akram rahi|naat album |arabic naat |audio naat |audio naat download |ab to bas ek hi dhun hai naat lyrics |aye sabz gumbad wale naat lyrics |arbi naat |atif aslam naat |allah huma sale ala naat lyrics |rabic naat ringtone |naat blood test |naat by junaid jamshed  |naat beautiful |naat book |naat battery |naat by veena malik |nat bug |naat bhar do jholi |est naat 2023 | naat 2024 coming soon |bangla naat |best naat in urdu |beautiful naat |naat lyrics in english |naat lyrics in hindi|naat lyrics in urdu |naat lyrics in english and hindi