::

Search

हिफ़्ज़-ए-मरातिब मर्द-ए-क़लंदर मेरे आला हज़रत हैं / Hifz-e-Maratib Mard-e-Qalandar Mere Ala Hazrat Hain

  • Share this:
हिफ़्ज़-ए-मरातिब मर्द-ए-क़लंदर मेरे आला हज़रत हैं / Hifz-e-Maratib Mard-e-Qalandar Mere Ala Hazrat Hain

hifz-e-maraatib, mard-e-qalandar mere aa'la hazrat hai.n
'ishq-o-wafa aur 'ilm ke paikar mere aa'la hazrat hai.n

hifz-e-maraatib, mard-e-qalandar mere aa'la hazrat hai.n

jin se apne waqt mufti 'ilm ka sadqa maangte hai.n
'ilm-o-adab ke aise samandar mere aa'la hazrat hai.n

hifz-e-maraatib, mard-e-qalandar mere aa'la hazrat hai.n

fatwe me.n aur taqwe me.n, aaqa ki sana me.n aaj kahi.n
jin ka nahi.n hai koi bhi ham-sar mere aa'la hazrat hai.n

hifz-e-maraatib, mard-e-qalandar mere aa'la hazrat hai.n

qaate'-e-shirk-o-bid'at jin ko saara zamaana kehta hai
maula 'ali ki teG ka tewar mere aa'la hazrat hai.n

hifz-e-maraatib, mard-e-qalandar mere aa'la hazrat hai.n

jin ke naam se aaj bhi dushman KHauf se kaanpne lagte hai.n
deen-e-nabi ke aise KHanjar mere aa'la hazrat hai.n

hifz-e-maraatib, mard-e-qalandar mere aa'la hazrat hai.n

deen-e-muhammad ki KHidmat ko, 'ishq-e-muhammad me.n Dhal kar
jo hai.n lagaate taKHt ko Thokar mere aa'la hazrat hai.n

hifz-e-maraatib, mard-e-qalandar mere aa'la hazrat hai.n

Shauq-e-Fareedi ! raah-e-hidaayat se mai.n kaise bhaTkoonga
mere murshid mere rahbar mere aa'la hazrat hai.n

hifz-e-maraatib, mard-e-qalandar mere aa'la hazrat hai.n


Poet:

Muhammad Shauqeen Nawaz Shauq Fareedi

Naat-Khwaan:

Muhammad Hassan Raza Qadri

 

हिफ़्ज़-ए-मरातिब, मर्द-ए-क़लंदर मेरे आ'ला हज़रत हैं
'इश्क़-ओ-वफ़ा और 'इल्म के पैकर मेरे आ'ला हज़रत हैं

हिफ़्ज़-ए-मरातिब, मर्द-ए-क़लंदर मेरे आ'ला हज़रत हैं

जिन से अपने वक़्त के मुफ़्ती 'इल्म का सदक़ा माँगते हैं
'इल्म-ओ-अदब के ऐसे समंदर मेरे आ'ला हज़रत हैं

हिफ़्ज़-ए-मरातिब, मर्द-ए-क़लंदर मेरे आ'ला हज़रत हैं

फ़तवे में और तक़्वे में, आक़ा की सना में आज कहीं
जिन का नहीं है कोई भी हम-सर मेरे आ'ला हज़रत हैं

हिफ़्ज़-ए-मरातिब, मर्द-ए-क़लंदर मेरे आ'ला हज़रत हैं

क़ाते'-ए-शिर्क-ओ-बिद'अत जिन को सारा ज़माना कहता है
मौला 'अली की तेग़ का तेवर मेरे आ'ला हज़रत हैं

हिफ़्ज़-ए-मरातिब, मर्द-ए-क़लंदर मेरे आ'ला हज़रत हैं

जिन के नाम से आज भी दुश्मन ख़ौफ़ से काँपने लगते हैं
दीन-ए-नबी के ऐसे ख़ंजर मेरे आ'ला हज़रत हैं

हिफ़्ज़-ए-मरातिब, मर्द-ए-क़लंदर मेरे आ'ला हज़रत हैं

दीन-ए-मुहम्मद की ख़िदमत को, 'इश्क़-ए-मुहम्मद में ढल कर
जो हैं लगाते तख़्त को ठोकर मेरे आ'ला हज़रत हैं

हिफ़्ज़-ए-मरातिब, मर्द-ए-क़लंदर मेरे आ'ला हज़रत हैं

शौक़-ए-फ़रीदी ! राह-ए-हिदायत से मैं कैसे भटकूँगा
मेरे मुर्शिद मेरे रहबर मेरे आ'ला हज़रत हैं

हिफ़्ज़-ए-मरातिब, मर्द-ए-क़लंदर मेरे आ'ला हज़रत हैं


शायर:

मुहम्मद शौक़ीन नवाज़ शौक़ फ़रीदी

ना'त-ख़्वाँ:

मुहम्मद हस्सान रज़ा क़ादरी

Muslim Life Pro

Muslim Life Pro

Kam Wo Le Lijiye Tumko Jo Razi Kare, Theek Ho Naame Raza Tumpe Karoro Durood.

best naat |rapid naat test |naat test |urdu naat |har waqt tasawwur mein naat lyrics |a to z naat mp3 download |junaid jamshed naat |new naat sharif |naat assay |naat allah hu allah |naat audio |naat allah allah |naat app |naat allah mera sona hai |naat arabic |naat aptima |naat akram rahi|naat album |arabic naat |audio naat |audio naat download |ab to bas ek hi dhun hai naat lyrics |aye sabz gumbad wale naat lyrics |arbi naat |atif aslam naat |allah huma sale ala naat lyrics |rabic naat ringtone |naat blood test |naat by junaid jamshed  |naat beautiful |naat book |naat battery |naat by veena malik |nat bug |naat bhar do jholi |est naat 2023 | naat 2024 coming soon |bangla naat |best naat in urdu |beautiful naat |naat lyrics in english |naat lyrics in hindi|naat lyrics in urdu |naat lyrics in english and hindi