Badshah Husain Husain Badshah Husain
Badshah Husain Husain Badshah Husain
Ye Deen Panahi ka Sharaf kisko mila hai
Ye Kiska Lakab hai Jo Sare Arsh likha hai
Badshah Husain Husain Badshah Husain
Badshah Husain Husain Badshah Husain
Ajmer ke Khwaja ne Ye Sach khub kaha hai
La-Rayb ke Shabbir hi Kalme ki baqa hai
Badshah Husain Husain Badshah Husain
Badshah Husain Husain Badshah Husain
Shah Ast Husain Badshah Ast Husain
Deen Ast Husain Deen Panah Ast Husain
Sar daad na daad Dast dar Daste Yazeed
Haqqaqe Bina-e-Lailaha Ast Husain
Badshah Husain Husain Badshah Husain
Badshah Husain Husain Badshah Husain
Karbo Bala Ishke Khuda Ishk ka Tu Sultan Husain
Shah Husain Badshah Husain
Deen Ast Husain Deen Panah Ast Husain
Maula badha kaam kiya Deene Khuda aam kiya
Kar na saka koi kabhi Tune wahi kaam kiya
Wada wafa karke raha Haq pe jiya Sar na juka
Sabse badha Mera Khuda karta raha Aelan Husain
Shah Husain Badshah Husain
Deen Ast Husain Deen Panah Ast Husain
Karbo Bala Ishke Khuda Ishk ka Tu Sultan Husain
Ishk Tera Ishke Khuda Noke Sinaan tak jo gaya
Ishk mein jo Tune diya Koi bhi wo de na saka
Noore Khuda Daste Khuda Tere Siwa Kaun hua
Kehna padha Likhna padha hai Ye Tera ahesan Husain
Shah Husain Badshah Husain
Deen Ast Husain Deen Panah Ast Husain
Badshah Husain Husain Badshah Husain
Badshah Husain Husain Badshah Husain
Karbo Bala Ishke Khuda Ishk ka Tu Sultan Husain
Sarware Zeeshaan Husain Azmate Insan Husain
Bolta Quraan Husain Mein Tere Qurban Husain
Meere Haram Rabb ki Kasam Mera Ye gham hoga na kam
Farshe Azaa Haq ki Sada Hai Ye Tera Faizan Husain
Shah Husain Badshah Husain
Deen Ast Husain Deen Panah Ast Husain
Karbo Bala Ishke Khuda Ishk ka Tu Sultan Husain
Azme Jawan Tashna Laban Be Watana Be Kafana
Tere liye hai Ye fugaan Arsho Zameen Noha Kunaan
Darde Dilaan Tashna Dahaan Khushk Zaban Noke Sinan
Tan se juda Sar tha magar Padhta raha Quraan Husain
Shah Husain Badshah Husain
Deen Ast Husain Deen Panah Ast Husain
Badshah Husain Husain Badshah Husain
Badshah Husain Husain Badshah Husain
Karbo Bala Ishke Khuda Ishk ka Tu Sultan Husain
Har Jaah hai Hukumat Teri Har Dil mein basa hai
Har Dil mein aza khana Tera khas saja hai
Quraane Masaeeb mein Tera Naam likha hai
Matam ki Sada hai Ye ke Tu bol raha hai
Deene Khuda Teri ata Naam Tera zinda raha
Karbo Bala ki hai sada Tu hai badha Insan Husain
Shah Husain Badshah Husain
Deen Ast Husain Deen Panah Ast Husain
Karbo Bala Ishke Khuda Ishk ka Tu Sultan Husain
Tu Zinda Azadari Teri Zinda rahegi
Wo kaum jo bedaar hai gham Tera karegi
Aawaze Azaan Jo Tere Roze se uthegi
Wallah Khudaee Teri aawaz sunegi
Shahe Zaman Hadi-e-Mann Naaze Chaman Sheerin Sukhan
Shane Nabi Shane Ali Yani Meri Jaan Husain
Shah Husain Badshah Husain
Deen Ast Husain Deen Panah Ast Husain
Badshah Husain Husain Badshah Husain
Badshah Husain Husain Badshah Husain
Karbo Bala Ishke Khuda Ishk ka Tu Sultan Husain
Jannate Maan Karbobala Rahate Maan Karbobala
Sarwaro Rehane Azaa Daulate Maan Karbobala
Ham hein Safeerane Azaa Shahe Huda Tum pe sada
Jaan karein Tum pe fida hai Ye Mera Armaan Husain
Shah Husain Badshah Husain
Deen Ast Husain Deen Panah Ast Husain
arbo Bala Ishke Khuda Ishk ka Tu Sultan Husain