allahumma salli 'ala sayyidina muhammadinallahumma salli 'ala sayyidina muhammadinallah salaamat rakhemeelaad manaane waalo.n koallah salaamat rakhemeelaad manaane waalo.n kosarkaar ki ulfat se imaa.n ko jagaae jaasab ahl-e-mohabbat ko deewaana banaae jaaallah salaamat rakhemeelaad manaane waalo.n koallah salaamat rakhe
rab ki rahmat ke talabgaar ! chalo, naa't pa.Dhe.naa gae sayyid-e-abraar, chalo, naa't pa.Dhe.ngar dawa kaam nahi.n karti to ik kaam karoTheek ho jaaega beemaar, chalo, naa't pa.Dhe.nun ke deewaane.n kahenge ye ba-roz-e-mahsharaa gae sayyid-e-abraar, chalo, naa't pa.Dhe.n
mausam suhaana huaa, nabi ka jab aana huaamere aaqa ke jalwo.n se raushan zamaana huaaqurbaan jaau.n mai.n ye bole jibreel-e-amee.nki sidra se bhi aage nabi ka jab jaana huaa
Gali Gali Saj Gayi, Shehar Shehar Saj gayaAaye Nabi Pyare Nabi, Mera bhi Ghar Saj gayaMarhaba Ya Mustafa Marhaba Ya MustafaMustafa se Pyar hai Dil se Ye Ikrar haiHar koi Milade Nabi karne ko Tayyar haiMarhaba Ya Mustafa Marhaba Ya Mustafa
Aye Khatme Rusool Makki MadaniKonain mein Tumsa koi nahinAye Noore Mujassam Tuj jaisaMahboob Khuda ka koi nahinAusaaf to sab ne paaye heinPar husn me.n Tum sa koi nahi.nAadam se Janaabe Isa takSarkar ke jaisa koi nahin
Sahar ka Waqt tha Maasum kaliyaa.n Muskuraati thi.nHawaaei.n khair-makhdam ke taraane gungunaati thi.nAbhi Jibreel bhi utre na the Kaabe ke mimbar seKe Itne me.n sadaa aayi hai Abdullah ke ghar seMubaarak ho Shahe har-do-saraa tashreef le aayeMubaarak ho Muhammad Mustafa tashreef le aayeMaula Ya Salli wa Sallim Daeeman 'abadan'Ala Habibi-k khairil Khalki Kullimi
roz-o-shab josh pe rahmat ka hai dariya terasadqe is shaan-e-saKHaawat pe ye mangta terahaath uTThe bhi na the aur mil gaya sadqa terawaah ! kya jood-o-karam hai, shah-e-bat.ha ! teranahi.n sunta hi nahi.n maangne waala tera
machi hai dhoom, payambar ki aamad aamad haihabeeb-e-KHaaliq-e-akbar ki aamad aamad haikiya hai sabz 'alam nasb baam-e-kaa'ba parki do-jahaan ke sarwar ki aamad aamad hai
marhaba marhaba, jaddal-husaini ! marhabamarhaba marhaba, ya noor-al-'aini ! marhabapur-noor hai zamaana sub.h-e-shab-e-wilaadatparda uTha hai kis ka sub.h-e-shab-e-wilaadatmarhaba marhaba, jaddal-husaini ! marhabamarhaba marhaba, ya noor-al-'aini ! marhabafasl-e-bahaar aai, shakl-e-nigaar aaigulzaar hai zamaana sub.h-e-shab-e-wilaadat
allah ! allah ! allah ! allah !aae aaqa, madani aaqapyaare pyaare pyaare aaqaallah ! allah ! allah ! allah !aamina bibi ke gulshan me.n aai hai taaza bahaarpa.Dhte hai.n sallallahu wa sallam aaj dar-o-deewaar madaniallah ! allah ! allah ! allah !aae aaqa, madani aaqamere pyaare pyaare aaqa
ye kis shahanshaah-e-waala ki aamad aamad haiye kaun se shah-e-baala ki aamad aamad haiye aaj kahe ki shaadi hai, 'arsh kyu.n jhoomalab-e-zamee.n ko lab-e-aasmaa.n ne kyu.n choomarusul unhi.n ka to muzda sunaane aae hai.nunhi.n ke aane ki KHushiyaa.n manaane aae hai.nfarishte aaj jo dhoome.n machaane aae hai.nunhi.n ke aane ki shaadi rachaane aae hai.n
dhoom macha do aamad ki, aa gae sarkaardhoom macha do aamad ki, aa gae sarkaarmachi hai dhoom payambar ki aamad aamad haihabeeb-e-rabb-e-akbar ki aamad aamad haidhoom macha do aamad ki, aa gae sarkaardhoom macha do aamad ki, aa gae sarkaarye kis shahanshaah-e-waala ki aamad aamad haiye kaun se shah-e-baala ki aamad aamad hai