aaj dulha bana shaah ahmad razashaah ahmad raza, shaah ahmad razagulshan-e-pur-ziya shaah ahmad razabulbul-e-KHush-nawa shaah ahmad razadoodh ka doodh, paani ka paani kiyakis ne tere siwa shaah ahmad raza
habeeb-e-KHuda ! lo salaam ab hamaarashah-e-ambiya ! lo salaam ab hamaarajuda aap se rah ke mushkil hai jeenaye hasrat hai dil me.n ki dekhe.n madinaidhar bhi ho, aaqa ! karam ka ishaarahabeeb-e-KHuda ! lo salaam ab hamaara
karbala ke jaa.n-nisaaro.n ko salaamfaatima zahra ke pyaaro.n ko salaammustafa ke maah-paaro.n ko salaamnau-jawaano.n gul-'izaaro.n ko salaam
mahboob-e-kibriya se mera salaam kehnasultaan-e-ambiya se mera salaam kehna
ya nabi salaam 'alaika !ya rasool salaam 'alaika !ya habeeb salaam 'alaika !salawaatullah 'alaika !
huzoor ! dard ke maare salaam kehte hai.ndil-o-nigaah hamaare salaam kehte hai.nshafi'-e-roz-e-jaza tum ho, ya rasoolallah !gunaahgaar tumhaare salaam kehte hai.n
raza raza raza ! raza raza raza !naseeb waale dekhte hai.n KHwaab me.n huzoor komagar kisi ne jaagte dekha hai haq ke noor kohai aisa kaun, dosto ! bataata hu.n suno sunowo 'ishq ka imaam hai, raza usi ka naam hai
raza raza raza ! raza raza raza !raza raza raza ! raza raza raza !hai meri shaan raza, hai meri jaan razahai meri aan, meri pehchaanbajega hashr tak Danka imaam ahmad raza KHaa.n kajahaa.n me.n bol hai baala imaam ahmad raza KHaa.n ka
“Madina Chor Aaye Hain” by Ali Hassan Sajjad“Madina Chor Aaye Hai” by Syed Hassan Ullah Hussaini“Madina Chor Aaya Hun” by Hafiz Ghulam Mustafa Qadr
"Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna""Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna""Ae Noor e Khuda aakar ankhoon mein sama jana""Ya dar pe bula lena ya khawab main aa jana""Ae parda nasheen dil ke parde mein raha kerna"
“Ishq ke rang me rang jaein jab afkaar”“To khulte hein ghulaamon pe wo asraar”“Ke rehte hein wo tawseef sanaae shahe abraar me har lehzaa Guhar baar”“Warna Wo Sayyade Aale Nasabi han Wohi Ummi Laquabi Hashmi o Motalabi o Arabi o Farashi o Madani aur kahan hamse gunahgaar”
“Mujhe Dar Pe Phir Bulana Madani Madine Wale”“Mae-Ishq Bhi Pilana Madani Madine Wale”“Meri Aankh Me Samaana Madani Madine Wale”“Banay Dil Tera Thikana Madani Madine Wale”“Teri Jab Ke Deed Hogi, Jabhi Meri Eid Hogi”“Mere Khwaab Me Tum Aana Madani Madine Wale”“Mujhe Sab Sataa Rahe Hain, Mera Dil Dukha Rahe Hain”









