ya shah-e-bahr-o-bar ! ho karam ki nazarsab ki big.Di banaana tera kaam haiThokre.n khaa ke girna mera kaam haihar qadam par uThaana tera kaam hai
allah da naam laiye, maula da naam laiyeik pal na Gaafil hoiye, sub.h te shaam laiye
sarkaar ki aamad ! marhaba !dildaar ki aamad ! marhaba !rasool ki aamad ! marhaba !bolo noor ki aamad ! marhaba !huzoor ki aamad ! marhaba !yaaseen ki aamad ! marhaba !taaha ki aamad ! marhaba !
tanam farsooda jaa.n paara ze-hijraa.n, ya rasoolallah !dilam pazhmurda aawaara ze-'isyaa.n, ya rasoolallah !choo.n soo-e-man guzar aari, man-e-miskee.n ze-naadaarifida-e-naqsh-e-naa'lainat kunam jaa.n, ya rasoolallah !
वो शहरे-मुहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैंवहीँ घर बनाने को दिल चाहता हैवो सोने से कंकर, वो चांदी सी मिट्टीनज़र में बसाने को दिल चाहता है
नवाज़ा गया है मुझे इस तरह सेमुक़द्दर का मुझ को धनी कर दिया हैमैं अब और क्या माँगूँ अपने ख़ुदा सेख़ुदा ने मुझे अज़हरी कर दिया है
Darte nahi.n kisi se kabhi faatima ke laa'lkaise dare.n ! hai.n KHoon-e-'ali, faatima ke laa'lik doodh peete bachche ko qurbaan kar diyayu.n teer khaaya, teer ko hairaan kar diyataareeKH likh gae hai.n na.ee faatima ke laa'lDarte nahi.n kisi se kabhi faatima ke laa'l
Soona Jungle Raat Andheri Chaayi Badli Kaali Hai Naat LyricsSoona Jungle Raat Andheri Chayi Badli Kali HeSone Wale Jagte Rahiyo Choron ki Rakhwali HeAnkh Se Kajal Saf Chura Lain Yan Woh Chor Bala Ke HeTeri Takri Takee He Aur Tu Ne Neend Nikali He
koi gul baaqi rahega na chaman reh jaaegapar rasoolullah ka deen-e-hasan reh jaaegakoi gul baaqi rahega nay chaman reh jaaegapar rasoolullah ka deen-e-hasan reh jaaega
qalb-e-'aashiq hai ab paara paaraal-wadaa'a, al-wadaa'a, maah-e-ramzaa.n !kulfat-e-hijr-o-furqat ne maaraal-wadaa'a, al-wadaa'a, maah-e-ramzaa.n !tere aane se dil KHush huaa thaaur zauq-e-'ibaadat ba.Dha thaaah ! ab dil pe hai Gam ka Galbaal-wadaa'a, al-wadaa'a, maah-e-ramzaa.n !
har waqt tasawwur me.n madine ki gali hoaur yaad muhammad ki mere dil me.n basi hoai kaash ! tasawwur me.n madine ki gali hoaur yaad-e-muhammad bhi mere dil me.n basi hodo soz-e-bilaal, aaqa ! mile dard raza sasarkaar ! 'ata 'ishq-e-uwais-e-qarani ho
haajiyo ! aao shahanshah ka rauza dekhokaa'ba to dekh chuke kaa'be ka kaa'ba dekho