Huzoor Kasrat Se Roze Rakhte The
Agar aapse bhi ho sake to zyada se zyada roze rakhein, warna teen roze to kasrat ke andar shumaar kar liye jaate hain. Kasrat ka itlaq teen par bhi hota hai, toh agar aapne 13, 14, 15 Shabaan ke bhi roze rakh liye, to yeh kasrat ke andar shumaar ho jayega.
Lekin behtar yeh hai ki zyada se zyada roze rakhein, kyunki Rasool-e-Azam ﷺ isse raazi hote hain.
Aur mere pyaare Aaqa ﷺ ke pyaare deewano, gunaah ko yaad karke ro, maafi maango.
हुजूर कसरत से रोजे रखते अगर आपसे भी हो सके तो ज्यादा से ज्यादा रोज रखें वरना तीन रोज तो कसरत के अंदर शुमार कर लिए जाते हैं कसरत का इतक तीन पर भी होता है तो अगर आपने 13 14 15 शाबान के भी रोज रख लिए तो ये कसरत के अंदर शुमार हो जाएगा लेकिन बेहतर है कि ज्यादा से ज्यादा रोजे रखें कि रसूल आजम सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम इससे राजी होते हैं और मेरे प्यारे आका सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम के प्यारे दीवानों गुनाह को याद करके रो माफी मांगो