saare pa.Dho durood aj sarkaar aa gaeduniya te do-jahaanaa.n de muKHtaar aa gaesaare pa.Dho durood aj sarkaar aa gaeghar aamina de ho gai aamad huzoor divekhaN farishte aap da ruKHsaar aa gaesaare pa.Dho durood aj sarkaar aa gae
jashn-e-'eid-e-baarahwi.n manaaa gae huzoor aa gaegoonj uThi sada-e-marhabaaa gae huzoor aa gae'arsh-o-farsh ki thi guftugumai.n ba.Da hu.n ya ba.Da hai tufarsh bola ab hu.n mai.n ba.Daaa gae huzoor aa gaejashn-e-'eid-e-baarahwi.n manaaa gae huzoor aa gaegoonj uThi sada-e-marhabaaa gae huzoor aa gae
marhaba marhaba ! marhaba marhaba !marhaba marhaba ! marhaba ya nabi ! ya nabi ! ya nabi !ya rasool-e-KHuda ! marhaba marhaba !ya rasool-e-KHuda ! marhaba marhaba !jab ki paida hue the hamaare nabibhole-bhaale nabi, pyaare pyaare nabidono.n 'aalam ki aankho.n ke taare nabiapne naazuk labo.n se pukaare.n nabiummati ummatiya rasool-e-KHuda ! marhaba marhaba !
aaj dulha bana shaah ahmad razashaah ahmad raza, shaah ahmad razagulshan-e-pur-ziya shaah ahmad razabulbul-e-KHush-nawa shaah ahmad razadoodh ka doodh, paani ka paani kiyakis ne tere siwa shaah ahmad raza
habeeb-e-KHuda ! lo salaam ab hamaarashah-e-ambiya ! lo salaam ab hamaarajuda aap se rah ke mushkil hai jeenaye hasrat hai dil me.n ki dekhe.n madinaidhar bhi ho, aaqa ! karam ka ishaarahabeeb-e-KHuda ! lo salaam ab hamaara
tum par laakho.n salaam, aaqa !tum par laakho.n salaam, aaqa !sab se aa'la 'izzat waale !
"Tum pe hardam karodon durood-o-salam""Ho nigah-e-karam ham pe Sultan-e-deen""Door reh kar na dam toot jaaye kahi.n""Kaash Taybah mein Aye mere Maah-e-mubeen""Dafn hone ko mil jaaye do gaz zameen""Teri yaado.n se ma'moor seena rahe""Lab pe har dam Madina Madina rahe"







