baarahwi.n ka noor dil pe chha gaya, aa gae nabi, aa gae nabinoor se saja 'arsh-e-kibriya, aa gae nabi, aa gae nabiparchamo.n ki hai bahaar, hai KHushi ye shaandaarhar taraf baras rahi hai rahmato.n ki jo phuwaarhar taraf samaa.n kaif se bhara, aa gae nabi, aa gae nabibaarahwi.n ka noor dil pe chha gaya, aa gae nabi, aa gae nabi
salle-'ala nabiyyina ! salle-'ala muhammadin !salle-'ala shafi'ena ! salle-'ala muhammadin !sadiyo.n se jo karte hai.n, wohi kaam karengeis saal bhi ham shaan se meelaad karengegar shaan se jeena hai to meelaad hai karnauTha ke sar chalna hai to meelaad hai karnakaho na ! kaho na ! kaho meelaad waale ham !kaho na ! kaho na ! kaho meelaad waale ham !
marhaba ! bolo marhaba marhaba !jhoom kar bolo marhaba marhaba !jhoom kar bolo marhaba !momino ! waqt-e-adab haiaamad-e-mahboob-e-rab haijaa-e-aadaab-o-tarab haiaamad-e-shaah-e-'arab haimarhaba ! bolo marhaba marhaba !jhoom kar bolo marhaba !baj rahe hai.n shaadiyaanebut lage kalima sunaanehar zabaa.n par hai.n taraaneaamad-e-shaah-e-'arab hai
jashn-e-'eid-e-baarahwi.n manaaa gae huzoor aa gaegoonj uThi sada-e-marhabaaa gae huzoor aa gae'arsh-o-farsh ki thi guftugumai.n ba.Da hu.n ya ba.Da hai tufarsh bola ab hu.n mai.n ba.Daaa gae huzoor aa gaejashn-e-'eid-e-baarahwi.n manaaa gae huzoor aa gaegoonj uThi sada-e-marhabaaa gae huzoor aa gae
dhoom har jaanib machi hai aap ke meelaad kihar musalmaa.n ko KHushi hai aap ke meelaad kijin ke 'amalo.n me.n hai sab kuchh, par nahi.n chehre pe noorun ke daaman me.n kami hai aap ke meelaad kibeshumaar us par barasti hai.n KHuda ki rahmate.nbazm jis ghar me.n saji hai aap ke meelaad ki
meeTha meeTha hai mere muhammad ka naamun pe laakho.n karo.Do.n durood-o-salaammeeTha meeTha hai mere muhammad ka naammeeTha meeTha hai mere muhammad ka naam
shaah-e-bareilly ahmad raza !shaah-e-bareilly ahmad raza !meri pehchaan, ahmad raza KHaankaun hai ahmad raza KHaa.n, mujhe maa'loom na thamere murshid ne bataaya, mujhe maa'loom na tha
hifz-e-maraatib, mard-e-qalandar mere aa'la hazrat hai.n'ishq-o-wafa aur 'ilm ke paikar mere aa'la hazrat hai.nhifz-e-maraatib, mard-e-qalandar mere aa'la hazrat hai.n
raza raza raza ! raza raza raza !raza raza raza ! raza raza raza !hai meri shaan raza, hai meri jaan razahai meri aan, meri pehchaanbajega hashr tak Danka imaam ahmad raza KHaa.n kajahaa.n me.n bol hai baala imaam ahmad raza KHaa.n ka
тАЬMadina Chor Aaye HainтАЭ by Ali Hassan SajjadтАЬMadina Chor Aaye HaiтАЭ by Syed Hassan Ullah HussainiтАЬMadina Chor Aaya HunтАЭ by Hafiz Ghulam Mustafa Qadr
тАЬMujhe Dar Pe Phir Bulana Madani Madine WaleтАЭтАЬMae-Ishq Bhi Pilana Madani Madine WaleтАЭтАЬMeri Aankh Me Samaana Madani Madine WaleтАЭтАЬBanay Dil Tera Thikana Madani Madine WaleтАЭтАЬTeri Jab Ke Deed Hogi, Jabhi Meri Eid HogiтАЭтАЬMere Khwaab Me Tum Aana Madani Madine WaleтАЭтАЬMujhe Sab Sataa Rahe Hain, Mera Dil Dukha Rahe HainтАЭ
"mustafa Gulaamo.n ki qismate.n badalte hai.n""mustafa ke deewaane.n ghar se jab nikalte hai.n""un ke dar ke Tuk.Do.n par KHush-naseeb palte hai.n""jashn ham manaate hai.n, jalne waale jalte hai.n""jis jagah pe ham jaise khoTe sikke chalte hai.n"











