karbala ke jaa.n-nisaaro.n ko salaamfaatima zahra ke pyaaro.n ko salaammustafa ke maah-paaro.n ko salaamnau-jawaano.n gul-'izaaro.n ko salaam
tum par laakho.n salaam, aaqa !tum par laakho.n salaam, aaqa !sab se aa'la 'izzat waale !
mahboob-e-kibriya se mera salaam kehnasultaan-e-ambiya se mera salaam kehna
huzoor ! dard ke maare salaam kehte hai.ndil-o-nigaah hamaare salaam kehte hai.nshafi'-e-roz-e-jaza tum ho, ya rasoolallah !gunaahgaar tumhaare salaam kehte hai.n
maangte hai.n jo wahaa.n shaah-o-gada be-imtiyaazdil ki har dha.Dkan me.n shaamil un du'aao.n ko salaam
Ahle Bait Hadees In Hindi рдЕрд╣рд▓реЗ рдмреИрдд рдкрд░ 20 рд╣рджреАрд╕ рд╣рд┐рдВрджреА рдореЗрдВ
rasool-e-paak ki 'ata, raza raza raza razahai 'aashiqo.n ka peshwa, raza raza raza razateri hayaat-e-paak thi namoona-e-kamaal-e-'ishqwo 'ishq be-misaal tha, raza raza raza raza
hifz-e-maraatib, mard-e-qalandar mere aa'la hazrat hai.n'ishq-o-wafa aur 'ilm ke paikar mere aa'la hazrat hai.nhifz-e-maraatib, mard-e-qalandar mere aa'la hazrat hai.n
raza raza raza ! raza raza raza !naseeb waale dekhte hai.n KHwaab me.n huzoor komagar kisi ne jaagte dekha hai haq ke noor kohai aisa kaun, dosto ! bataata hu.n suno sunowo 'ishq ka imaam hai, raza usi ka naam hai
shukr-e-KHuda ki razvi rangat waale hai.nham sunni to aa'la hazrat waale hai.nhubb-e-nabi aur hubb-e-sahaaba me.n chal kar'ishq-e-'ali bhi dil me.n chalte hai.n rakh kar
tera khaawaa.n mai.n tere geet gaawaa.n, ya rasoolallah !tera meelaad mai.n kyu.n na manaawaa.n, ya rasoolallah !haleema ghar kadi vekhe, kadi sarkaar nu.n vekhemai.n keh.Di sej tere lai sajaawaa.n, ya rasoolallah !tera meelaad mai.n kyu.n na manaawaa.n, ya rasoolallah !
raza raza raza ! raza raza raza !raza raza raza ! raza raza raza !hai meri shaan raza, hai meri jaan razahai meri aan, meri pehchaanbajega hashr tak Danka imaam ahmad raza KHaa.n kajahaa.n me.n bol hai baala imaam ahmad raza KHaa.n ka











