рд╕рд╝рд▓реНрд▓реЗ рдЕрд╝рд▓рд╛ рдирдмрд┐рдпреНрдпреЗрдирд╛, рд╕рд╝рд▓реНрд▓реЗ рдЕрд╝рд▓рд╛ рдореБрд╣рд╝рдореНрдорджрд┐рдирд╕рд╝рд▓реНрд▓реЗ рдЕрд╝рд▓рд╛ рд╢реЮреАрдПрдирд╛, рд╕рд╝рд▓реНрд▓реЗ рдЕрд╝рд▓рд╛ рдореБрд╣рд╝рдореНрдорджрд┐рди
kyunkar na mere dil me.n ho ulfat rasool kijannat me.n le ke jaaegi chaahat rasool kichalta hu.n mai.n bhi, qaafile waalo ! ruko zaramilne do bas mujhe bhi ijaazat rasool ki
In the celebration of His birth 3 flags were placed
Balaghal 'Ula Bi Kamalihi, Kasha Fadduja BijamalihiHasunat Jami'u Khisaalihi Sallu 'Alayhi Wa AalihiWo Kamaal-e-husn-e-huzoor Hay, Kay Gumaan-e-naqs Jahaan NaheenYay-hee Phool Khaar Say Duur Hay, Yay-hee Sham'a Hai Kay Dhu-aan Naheen
Aye Khatme Rusool Makki MadaniKonain mein Tumsa koi nahinAye Noore Mujassam Tuj jaisaMahboob Khuda ka koi nahinAusaaf to sab ne paaye heinPar husn me.n Tum sa koi nahi.nAadam se Janaabe Isa takSarkar ke jaisa koi nahin
Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana MuhammadinWa ala Aalihi Wa A Sahbihi Wa Barik Wa SallimSabse Ula wa Aala Hamara NabiSabse bala wa Wala Hamara NabiApne Maula ka Pyara Hamara NabiDonon Aalam ka Dulha Hamara NabiAllahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana MuhammadinWa ala Aalihi Wa ASahbihi Wa Barik Wa Sallim
Humne Aankhon se dekha nahin hai Magar,Unki Tasweer seene mein maujood hai,Jisne laa kar Kalaame Ilaahi diya,Wo Muhammad Madine mein Moujud hai,Hai Nazar mein Jamaale Habibe Khuda,Unki Tasweer Seene mein Maujud hai,Jisne laakar Kalaame Ilaahi diya,Wo Muhammad Madine mein Moujud hai,
ya rasoolallah ! ya habeeballah !pukaaro, ya rasoolallah ! ya habeeballah !tum bhi kar ke un ka charchaapne dil chamkaaounche me.n uncha nabi ka jhandaaa'la se aa'la nabi ka jhanda'azmat waala nabi ka jhandaghar ghar me.n lehraaopukaaro, ya rasoolallah ! ya habeeballah !pukaaro, ya rasoolallah ! ya habeeballah !
rabi'unnoor ummeedo.n ki duniya saath le aayadu'aao.n ki qubooliyat ko haatho.n haath le aayarabi'-ul-awwal ummeedo.n ki duniya saath le aayadu'aao.n ki qubooliyat ko haatho.n haath le aaya
Main To Ummati Hun, Ai Shaah-e-Umam !
jis ke ghar ka hai saara zamaana Gulaamus husain ibn-e-haidar pe laakho.n salaamsoch ki had se aage hai jis ka maqaam










