jashn-e-'eid-e-baarahwi.n manaaa gae huzoor aa gaegoonj uThi sada-e-marhabaaa gae huzoor aa gae'arsh-o-farsh ki thi guftugumai.n ba.Da hu.n ya ba.Da hai tufarsh bola ab hu.n mai.n ba.Daaa gae huzoor aa gaejashn-e-'eid-e-baarahwi.n manaaa gae huzoor aa gaegoonj uThi sada-e-marhabaaa gae huzoor aa gae
ham KHushi manaaenge, tum jalo ya mar jaaonaa't gungunaaenge, tum jalo ya mar jaaomustafa ki aamad par sabz rang ka jhandachhat pe ham lagaaenge, tum jalo ya mar jaaomustafa ki 'azmat par, 'izzat-e-payambar parjaan ham luTaaenge, tum jalo ya mar jaaomaslak-e-raza, beshak ! raasta hai jannat kasab ko ye bataaenge, tum jalo ya mar jaao
jaan-e-rahmat, shaan-e-rahmat aamina ka laal haisaari duniya ki zaroorat aamina ka laal haishaan-e-rahmat, jaan-e-rahmat aamina ka laal haisaari duniya ki zaroorat aamina ka laal haigod me.n le kar ke aaqa ko haleema ne kahachaand se bhi KHoobsoorat aamina ka laal haiteri Gurbat ko miTa dega ye kuchh hi waqt me.nai haleema ! teri qismat aamina ka laal hai
tum par laakho.n salaam, aaqa !tum par laakho.n salaam, aaqa !sab se aa'la 'izzat waale !
maangte hai.n jo wahaa.n shaah-o-gada be-imtiyaazdil ki har dha.Dkan me.n shaamil un du'aao.n ko salaam
rasool-e-paak ki 'ata, raza raza raza razahai 'aashiqo.n ka peshwa, raza raza raza razateri hayaat-e-paak thi namoona-e-kamaal-e-'ishqwo 'ishq be-misaal tha, raza raza raza raza
shaah-e-bareilly ahmad raza !shaah-e-bareilly ahmad raza !meri pehchaan, ahmad raza KHaankaun hai ahmad raza KHaa.n, mujhe maa'loom na thamere murshid ne bataaya, mujhe maa'loom na tha
shukr-e-KHuda ki razvi rangat waale hai.nham sunni to aa'la hazrat waale hai.nhubb-e-nabi aur hubb-e-sahaaba me.n chal kar'ishq-e-'ali bhi dil me.n chalte hai.n rakh kar
mere raza ! pyaare raza ! murshid raza ! ahmad raza !mere raza ! pyaare raza ! murshid raza ! ahmad raza !ham ne kya, ahmad raza ! dekha tujhesirr-e-zaat-e-mustafa dekha tujhekya bataau.n mai.n ne kya dekha tujhejo likhu.n us se siwa dekha tujhe
raza raza raza ! raza raza raza !raza raza raza ! raza raza raza !hai meri shaan raza, hai meri jaan razahai meri aan, meri pehchaanbajega hashr tak Danka imaam ahmad raza KHaa.n kajahaa.n me.n bol hai baala imaam ahmad raza KHaa.n ka
"рдореЗрд░реЗ рдореМрд▓рд╛ рддреЗрд░реА рд░рд╣рд╝рдордд рд╕реЗ рдирд┐рдХрд▓рд╛ рддреЗрд░реЗ рд░рд╕реНрддреЗ рдореЗрдВ""Karunga main mukammal apna waada tere raste mein""Ye duniya chhor di hamne teri khatir mere moula""Ye chahat hai ke mil jaye sukoon ab tere"
тАЬMadina Chor Aaye HainтАЭ by Ali Hassan SajjadтАЬMadina Chor Aaye HaiтАЭ by Syed Hassan Ullah HussainiтАЬMadina Chor Aaya HunтАЭ by Hafiz Ghulam Mustafa Qadr










