Ya Rasulallah Tere chahne walon ki khairAssalatu Wassalmu Alayk Ya Rasulallah Sab gulamon ka bhala ho Sab karein Tayba ki sairYa Khuda Aalam me ucha Parcham-e-Islam hoDushman-e-deen Musalmano se ho maglubo zair
har zamaana mere husain ka haijaan maango, mai.n dil nahi.n doongadil thikaana mere husain ka haihar zamaana mere husain ka haijis ki KHaatir ye kaainaat baniaisa naana mere husain ka haihar zamaana mere husain ka hai
sardaar-e-auliya he.n mere ghaus piya jilaaniwo mahboob-e-sub'haani shah-baaze la-makaaniwo kindile nooranisardaar-e-auliya he.n mere ghaus piya jilaanitere jadd ki hai barwi ghaus-e-aa'zammili hai tuje gyaarwi ghaus-e-aa'zam
kya karu.n ke yaad aati he.n sunehri jaliyaa.ndil me.n ek halchal machaati hai sunehri jaliyaa.napni palko.n se unhe.n mai.n chumta hu.n der takdil me.n jab bhi jagmagati he.n sunehri jaliyaa.n
dilo.n se gam mitaata hai muhammad naam aisa hainagar ujade basaata hai muhammad naam aisa haiunhi.n ke naam se paayi fakiro.n ne shahenshahiKHuda se bhi milaata hai, muhammad naam aisa haiunhi.n ke zikr se roshan, rute.n fir laut aati he.nnasibo.n ko jagaata hai muhammad naam aisa hai
pukaaro, shaah-e-jeelaa.n ko pukaarobadal jaaegi qismat, be-sahaaro !ye dar mahboob-e-sub.haani ka dar haibhikaari ban ke aao, taajdaaro !
Har Nazar Kamp Uthegi Mehshar Ke DinKhauf Se Har Kaleja Dahal Jayega Par Ye Naaz Unke Bande Ka Dekhenge SabTham Kar Unka Daman Machal JayegaHar Nazar Kamp UthegiтАжтАжтАжтАжтАжтАжтАж
allah da naam laiye, maula da naam laiyeik pal na Gaafil hoiye, sub.h te shaam laiye
har waqt tasawwur me.n madine ki gali hoaur yaad muhammad ki mere dil me.n basi hoai kaash ! tasawwur me.n madine ki gali hoaur yaad-e-muhammad bhi mere dil me.n basi hodo soz-e-bilaal, aaqa ! mile dard raza sasarkaar ! 'ata 'ishq-e-uwais-e-qarani ho
haajiyo ! aao shahanshah ka rauza dekhokaa'ba to dekh chuke kaa'be ka kaa'ba dekho
noor waala aaya hai, noor le kar aaya haisaare 'aalam me.n ye dekho kaisa noor chhaaya haiassalaatu wa-ssalaamu 'alaika ya rasoolallah !assalaatu wa-ssalaamu 'alaika ya habeeballah !
kyunkar na mere dil me.n ho ulfat rasool kijannat me.n le ke jaaegi chaahat rasool kichalta hu.n mai.n bhi, qaafile waalo ! ruko zaramilne do bas mujhe bhi ijaazat rasool ki










