kaa'be ke dar ke saamne maangi hai ye du'aa faqathaatho.n me.n hashr tak rahe daaman-e-mustafa faqatnaz'a ke waqt jab meri saanso.n me.n intishaar homeri nazar ke saamne gumbad ho wo hara faqat
Ay Sabz Gumbad Waale Manzoor Dua Karna Naat Shareef LyricsAy Sabz Gumbad Waale Manzoor Dua Karna,Jab Waqt Naza Aaye Deedaar Ata Karna.
kyunkar na mere dil me.n ho ulfat rasool kijannat me.n le ke jaaegi chaahat rasool kichalta hu.n mai.n bhi, qaafile waalo ! ruko zaramilne do bas mujhe bhi ijaazat rasool ki
dar-e-aqdas pe haal-e-dil sunaana yaad aata haimadina aata haimadine me.n jo guzra wo zamaana yaad aata haimadina aata hai
kaa'be ki raunaq, kaa'be ka manzarallahu akbar, allahu akbardekhu.n to dekhe jaau.n baraabarallahu akbar, allahu akbar
mustafa-e-zaat-e-yakta aap hai.nyak ne jis ko yak banaaya, aap hai.n
Baraah Rabiul Awwal ke Din Abre Baharaan chhaae Mere Sarkar aaye Mere Sarkar aayeAamena Tere Ghar aa kar Jibreel payaam Yeh laayeMere Sarkar aaye Mere Sarkar aaye
Sehar ka wakt thaMasoom kaliyan muskurati thinHawain kher makdam ke tarane gun gunati thinAbhi Jibrail(A.S) bi Utrey bhi na they Kaabey ke mimber seKe itne me sada ayi yeh Abdullah ke ghr seMubarak ho Shahe har do jahan tashreef le aye
pa.Dho nasallallahu 'ala muhammadsallallahu 'alaihi wa sallamkaram ke baadal baras rahe hai.ndilo.n ki kheti hari-bhari haiye kaun aaya ki zikr jis kanagar nagar hai, gali gali haiye kaun ban ke qaraar aayaye kaun jaan-e-bahaar aaya
marhaba ! marhaba ! marhaba ya mustafa !marhaba ! marhaba ! marhaba ya mustafa !aamina ka chaand aaya ! marhaba ! marhaba !aamina ka chaand aaya ! marhaba ! marhaba !sar pe saja ke 'amaamanaa'lain-e-paak laga kelab pe durood saja kemeelaad karenge
marhaba ya mustafa ! marhaba ya mustafa !marhaba ya mustafa ! marhaba ya mustafa !naseeb chamke hai.n farshiyo.n keki 'arsh ke chaand aa rahe hai.njhalak se jin ki falak hai raushanwo shams tashreef laa rahe hai.nmarhaba ya mustafa ! marhaba ya mustafa !marhaba ya mustafa ! marhaba ya mustafa !
rabi'unnoor aaya hairabi'unnoor aaya hairahe.n haatho.n me.n jhandiyaa.nchalo baante.n miThaaiyaa.njalaao mom-battiyaa.nsaje darwaaze khi.Dkiyaa.ngiraao jalne waalo.n ke -dilo.n par aaj bijliyaa.nzamee.n mahki, falak chamka haikaa'ba muskuraaya hairabi'unnoor aaya hairabi'unnoor aaya hai











