Naam Rabb e Anaam Hai TeraHar Jagah Faiz Aam Hai TeraLaa Makaani Hai Tera Wasf Magar
Mustafa ka ham-safar, Abu Bakar, Abu Bakar,Gali-gali, nagar-nagar, Abu Bakar, Abu Bakar,Lutaaya jisne apna ghar, Abu Bakar, Abu Bakar,Ahesaan jiska deen par, Abu Bakar, Abu Bakar,
Aye Aale Nabi Khwaja Aulade Ali KhwajaHasanain Ke Gulshan Ho Zahra Ki Kali KhwajaHaathon Mein Tumhare Ho Mansha E Wali KhwajaHasanain Ke Gulshan Ho Zahra Ki Kali Khwaja
ख़ुदी को कर बुलंद इतना कि हर तक़दीर से पहले ख़ुदा बंदे से ख़ुद पूछे बता तेरी रज़ा क्या है
One of the greatest Urdu Poets.National poet of Pakistan who penned 'Saare jahan se achaa hindustaan hamara', and 'Lab pe aati hai dua ban ke tamanna meri'.
Palestine Tarana - Labbaik Ya Aqsa - Hazir Hai Hazir Hai Jaan Apni Palestine
labbaik labbaik labbaik, ya aqsa !labbaik labbaik labbaik, ya aqsa !labbaik labbaik, ya aqsa !uTh baandh kamar mard-e-mujaahid ka jigar lemomin hai to phir masjid-e-aqsa ki KHabar lemazloom ki kuchh daad-rasi laazmi kar lekuchh jazba-e-imaan ba.Dha, zauq-e-KHizar le
aye KHuda ! qiblaa-e-awwal ki duaae.n sun leunki ujdi hui basti ki sadaae.n sun letu jo chaahe to bura waqt bhi Tal jaaye garaat ki kokh se suraj bhi nikal aayegahum nahi.n kahete hume.n koi payambar de-detere hi aage juke humko wohi sar de-de
aye deen-e-haq ke rahbar ! tum par salaam har dammere shafee'-e-mahshar ! tum par salaam har damis be-kas-o-khazee par, jo kuchh guzar rahi haizaahir hai sab wo tum par, tum par salaam har dambanda tumhaare dar ka, aafat me.n mubtala hairaham aye habeeb-e-daawar ! tum par salaam har dam
sarkaar ki aamad ! marhaba !dildaar ki aamad ! marhaba !rasool ki aamad ! marhaba !bolo noor ki aamad ! marhaba !huzoor ki aamad ! marhaba !yaaseen ki aamad ! marhaba !taaha ki aamad ! marhaba !










