Aye Aale Nabi Khwaja Aulade Ali KhwajaHasanain Ke Gulshan Ho Zahra Ki Kali KhwajaHaathon Mein Tumhare Ho Mansha E Wali KhwajaHasanain Ke Gulshan Ho Zahra Ki Kali Khwaja
ख़ुदी को कर बुलंद इतना कि हर तक़दीर से पहले ख़ुदा बंदे से ख़ुद पूछे बता तेरी रज़ा क्या है
Islamic shayari ke saath aur bhi Islamic quotes in hindi english, Muslim shayari in hindi, Allah shayari in english, Islamic shayri, Islam shayari, Islamic Poetry, Islamic Shayari Hindi, Islamic Shero Shayari, Islamic Quotes in Hindi,
Yaa Man Huwallahulladzii Laa Ilaaha IllallahuAwarrohmaanur RohimAl Malikul Quddus Salaamul Mu’minul Muhaiminul ‘Aziizul Jabbaar
Allah ke huzoor yeh hota hai faislaWatu izzu mantasha watu zillu mantashaJhoothi nawaz shaat ki barish fuzul haimujhko zaleel karne ki saazish fuzul haiMera qadam qadam pe madadgaar hai khudaWatu izzu mantasha watu zillu mantashaNadan ko is baat ka bilkul nahi pataWatu izzu mantasha watu zillu mantasha
dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha banakhushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaadulha bana dulha bana
jahaa.n me.n hai.n 'ibrat ke har-soo namoonemagar tujh ko andha kiya rang-o-boo nekabhi Gaur se ye bhi dekha hai tu nejo aabaad the wo mahal ab hai.n soone
Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa GayeAaj Dunia Main Khair-Ul-Wara Aa GayeBazm-E-Konain Main Har Taraf Shoor HayMustafa Aa Gaye Mujtaba Aa Gaye
सजदा सहु क्या है ? सजदा सहु कैसे किया जाता है ? सजदा सहु कब वाजिब होता है ? जानते है आज के इस पोस्ट में ...
Aqsa Ke Liye Sher Ki Awaz Uthao | अक्सा के लिए शेर की आवाज उठाओ
aye KHuda ! qiblaa-e-awwal ki duaae.n sun leunki ujdi hui basti ki sadaae.n sun letu jo chaahe to bura waqt bhi Tal jaaye garaat ki kokh se suraj bhi nikal aayegahum nahi.n kahete hume.n koi payambar de-detere hi aage juke humko wohi sar de-de
aye deen-e-haq ke rahbar ! tum par salaam har dammere shafee'-e-mahshar ! tum par salaam har damis be-kas-o-khazee par, jo kuchh guzar rahi haizaahir hai sab wo tum par, tum par salaam har dambanda tumhaare dar ka, aafat me.n mubtala hairaham aye habeeb-e-daawar ! tum par salaam har dam











