chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke rozebade hazrat ki baargaah chalonoor-e-kausar ke sath mil kar chalowah ! kya martaba aye ghaus ! hai baala teraunche uncho.n ke saro.n se qadam aala tera
Naam-e-Ahmed ye wo naam hai jo agarBe-iradah bhi muh se nikal jayegaRaah ki sang reze bikhar jayengeAhle bedard ka dil pighal jayegaAmna (ra) ki zara god bharne to doSare aalam ka naksha badal jayegaSunten hain ayaten but shikan ki khabarKufr iman ke saanche me dhal jayegaNaam-e-Ahmed ye wo naam hai jo agarBe-iradah bhi muh se nikal jayega
kya karu.n ke yaad aati he.n sunehri jaliyaa.ndil me.n ek halchal machaati hai sunehri jaliyaa.napni palko.n se unhe.n mai.n chumta hu.n der takdil me.n jab bhi jagmagati he.n sunehri jaliyaa.n
Sohna Aaya Te saj gaye ne galiyaan bazaarSohna Aaya Te saj gaye ne galiyaan bazaarSaani na koi Mere Sohne Nabi Lajpaal daLab ke le aawaan kittu Sohna Tere naal daShaana ondhiyaan uchiyaan te Rutba kamaal daLab ke le aawaan kittu Sohna Tere naal daSohna Aaya Te saj gaye ne galiyaan bazaar
ya shah-e-bahr-o-bar ! ho karam ki nazarsab ki big.Di banaana tera kaam haiThokre.n khaa ke girna mera kaam haihar qadam par uThaana tera kaam hai
allah da naam laiye, maula da naam laiyeik pal na Gaafil hoiye, sub.h te shaam laiye
Darte nahi.n kisi se kabhi faatima ke laa'lkaise dare.n ! hai.n KHoon-e-'ali, faatima ke laa'lik doodh peete bachche ko qurbaan kar diyayu.n teer khaaya, teer ko hairaan kar diyataareeKH likh gae hai.n na.ee faatima ke laa'lDarte nahi.n kisi se kabhi faatima ke laa'l
koi gul baaqi rahega na chaman reh jaaegapar rasoolullah ka deen-e-hasan reh jaaegakoi gul baaqi rahega nay chaman reh jaaegapar rasoolullah ka deen-e-hasan reh jaaega
ya rab ! meri soi hui taqdeer jaga deaankhe.n mujhe di hai.n to madina bhi dikha desun.ne ki jo quwwat mujhe baKHshi hai, KHudawand !phir masjid-e-nabvi ki azaane.n bhi suna de
munawwar meri aankho.n ko, mere shamsudduha ! kar de.nGamo.n ki dhoop me.n wo saaya-e-zulf-e-dota kar de.njaha.n-baani 'ata kar de.n, bhari jannat hiba kar de.nnabi muKHtaar-e-kul hai.n, jis ko jo chaahe.n 'ata kar de.n
baarahwin ka noor dil pe chha gayaaa gae nabi, aa gae nabiassalaamu 'alaika ya mustafa !assalaamu 'alaika ya mustafa !mere sarkaar aae, jhoomomere dildaar aae, jhoomomere sardaar aae, jhoomomere Gam-KHwaar aae, jhoomosarkaar ki aamad ! marhaba !dildaar ki aamad ! marhaba !Gam-KHwaar ki aamad ! marhaba !
Balaghal 'Ula Bi Kamalihi, Kasha Fadduja BijamalihiHasunat Jami'u Khisaalihi Sallu 'Alayhi Wa AalihiWo Kamaal-e-husn-e-huzoor Hay, Kay Gumaan-e-naqs Jahaan NaheenYay-hee Phool Khaar Say Duur Hay, Yay-hee Sham'a Hai Kay Dhu-aan Naheen











