ख़ुदी को कर बुलंद इतना कि हर तक़दीर से पहले ख़ुदा बंदे से ख़ुद पूछे बता तेरी रज़ा क्या है
One of the greatest Urdu Poets.National poet of Pakistan who penned 'Saare jahan se achaa hindustaan hamara', and 'Lab pe aati hai dua ban ke tamanna meri'.
Ya Rasulallah Tere chahne walon ki khairAssalatu Wassalmu Alayk Ya Rasulallah Sab gulamon ka bhala ho Sab karein Tayba ki sairYa Khuda Aalam me ucha Parcham-e-Islam hoDushman-e-deen Musalmano se ho maglubo zair
There are many merits of Shabaan, especially the 15th of Shabaan, which is known as Shab-e-Baraat or Lailatul Baraat, meaning the Night of Absolution. Insha Allah here under we will discuss the auspiciousness of Shab-e-Baraat and also a few things that should be read on this night.
Palestine Tarana - Labbaik Ya Aqsa - Hazir Hai Hazir Hai Jaan Apni Palestine
labbaik labbaik labbaik, ya aqsa !labbaik labbaik labbaik, ya aqsa !labbaik labbaik, ya aqsa !uTh baandh kamar mard-e-mujaahid ka jigar lemomin hai to phir masjid-e-aqsa ki KHabar lemazloom ki kuchh daad-rasi laazmi kar lekuchh jazba-e-imaan ba.Dha, zauq-e-KHizar le
mustafa mustafa - assalam assalam l मुस्तफा मुस्तफा - अस्सलाम अस्सलाम ll lyrics
chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke rozebade hazrat ki baargaah chalonoor-e-kausar ke sath mil kar chalowah ! kya martaba aye ghaus ! hai baala teraunche uncho.n ke saro.n se qadam aala tera
sakht mushkil me.n hu.n baghdaad se aao jaldimujko ya ghaus ! musibat se chhudaao jaldiek ishaare se tumhare hue murda zindaqalb-e-murda ko hamaare bhi jilaao jaldi
Naam-e-Ahmed ye wo naam hai jo agarBe-iradah bhi muh se nikal jayegaRaah ki sang reze bikhar jayengeAhle bedard ka dil pighal jayegaAmna (ra) ki zara god bharne to doSare aalam ka naksha badal jayegaSunten hain ayaten but shikan ki khabarKufr iman ke saanche me dhal jayegaNaam-e-Ahmed ye wo naam hai jo agarBe-iradah bhi muh se nikal jayega
kya karu.n ke yaad aati he.n sunehri jaliyaa.ndil me.n ek halchal machaati hai sunehri jaliyaa.napni palko.n se unhe.n mai.n chumta hu.n der takdil me.n jab bhi jagmagati he.n sunehri jaliyaa.n












