Ham bhi bebas nahi besahara nahiKhud unhi ko pukarenge hum door se
Tum be hish ho tum be dil ho mere bachpan ke katil ho
Happy Friday or an honored Friday is what is meant by Jumma in Islamic religion.
Islamic shayari ke saath aur bhi Islamic quotes in hindi english, Muslim shayari in hindi, Allah shayari in english, Islamic shayri, Islam shayari, Islamic Poetry, Islamic Shayari Hindi, Islamic Shero Shayari, Islamic Quotes in Hindi,
jahaa.n me.n hai.n 'ibrat ke har-soo namoonemagar tujh ko andha kiya rang-o-boo nekabhi Gaur se ye bhi dekha hai tu nejo aabaad the wo mahal ab hai.n soone
There are many merits of Shabaan, especially the 15th of Shabaan, which is known as Shab-e-Baraat or Lailatul Baraat, meaning the Night of Absolution. Insha Allah here under we will discuss the auspiciousness of Shab-e-Baraat and also a few things that should be read on this night.
ajmer ka jab ye manzar hai , baghdaad ka manzar kya hogarahete he.n jahaa.n nabiyo.n ke nabi, wo shahar-e-munawwar kya hogawo kalma padaaye.n choro.n ko, murdo.n ko uthaa de.n thookar sejab ghaus me.n itna paawar hai, to sarkaar ka paawar kya hogahe.n aaj bhi apne uljan me.n, uthte he.n sawaal aksar man me.njo apna janaaza khud hi padhe, wo saabir-e-kaliyar kya hoga
sakht mushkil me.n hu.n baghdaad se aao jaldimujko ya ghaus ! musibat se chhudaao jaldiek ishaare se tumhare hue murda zindaqalb-e-murda ko hamaare bhi jilaao jaldi
Naam-e-Ahmed ye wo naam hai jo agarBe-iradah bhi muh se nikal jayegaRaah ki sang reze bikhar jayengeAhle bedard ka dil pighal jayegaAmna (ra) ki zara god bharne to doSare aalam ka naksha badal jayegaSunten hain ayaten but shikan ki khabarKufr iman ke saanche me dhal jayegaNaam-e-Ahmed ye wo naam hai jo agarBe-iradah bhi muh se nikal jayega











