tanam farsooda jaa.n paara ze-hijraa.n, ya rasoolallah !dilam pazhmurda aawaara ze-'isyaa.n, ya rasoolallah !choo.n soo-e-man guzar aari, man-e-miskee.n ze-naadaarifida-e-naqsh-e-naa'lainat kunam jaa.n, ya rasoolallah !
Darte nahi.n kisi se kabhi faatima ke laa'lkaise dare.n ! hai.n KHoon-e-'ali, faatima ke laa'lik doodh peete bachche ko qurbaan kar diyayu.n teer khaaya, teer ko hairaan kar diyataareeKH likh gae hai.n na.ee faatima ke laa'lDarte nahi.n kisi se kabhi faatima ke laa'l
Ay Sabz Gumbad Waale Manzoor Dua Karna Naat Shareef LyricsAy Sabz Gumbad Waale Manzoor Dua Karna,Jab Waqt Naza Aaye Deedaar Ata Karna.
kyunkar na mere dil me.n ho ulfat rasool kijannat me.n le ke jaaegi chaahat rasool kichalta hu.n mai.n bhi, qaafile waalo ! ruko zaramilne do bas mujhe bhi ijaazat rasool ki
ab to bas ek hi dhun hai ki madina dekhu.nab to bas ek hi dhun hai ki madina dekhu.naaKHri 'umr me.n kya raunaq-e-duniya dekhu.nab to bas ek hi dhun hai ki madina dekhu.n
Balaghal 'Ula Bi Kamalihi, Kasha Fadduja BijamalihiHasunat Jami'u Khisaalihi Sallu 'Alayhi Wa AalihiWo Kamaal-e-husn-e-huzoor Hay, Kay Gumaan-e-naqs Jahaan NaheenYay-hee Phool Khaar Say Duur Hay, Yay-hee Sham'a Hai Kay Dhu-aan Naheen
Subha Taibah Me Hui BatтАЩta Hain Baada Noor KaSadqa Lene Noor Ka Aaya Hain Taara Noor KaBaaghe Taibah Me Suhana Phool Phoola Noor KaMast Bu Hain Bul Buley Padhti Hain Kalmah Noor Ka
Allah Wahid-o-yakta Hai, Aik Khuda Bas Tanha Hai X2Koi Na Uska Hamtaa Hai, Aik Hi Sab Ki Sunta HaiLa Ilaha Illallah, Amna Bi RasoolallahAllah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah AllahLa Maujuda Illallah La Mashhuda Illallah X2La Maqsuda Illallah La Ma'buda Illallah
pa.Dho nasallallahu 'ala muhammadsallallahu 'alaihi wa sallamkaram ke baadal baras rahe hai.ndilo.n ki kheti hari-bhari haiye kaun aaya ki zikr jis kanagar nagar hai, gali gali haiye kaun ban ke qaraar aayaye kaun jaan-e-bahaar aaya
marhaba ! marhaba ! marhaba !saj gai har gali, sab makaa.n saj gae'aashiqo.n ki chhato.n par hai jhande lagehar taraf dhoom hai, har taraf hai KHushiaaj hai har taraf noor hi noor hi
mausam suhaana huaa, nabi ka jab aana huaamere aaqa ke jalwo.n se raushan zamaana huaaqurbaan jaau.n mai.n ye bole jibreel-e-amee.nki sidra se bhi aage nabi ka jab jaana huaa
Dar-e-Aqdas pe Haal-e-Dil sunana yaad aata haiMadina yaad aata hai, Madina yaad aata haiMadine mein jo guzra wo zamana yaad aata haiMadina yaad aata hai Madina yaad aata hai Adab se baith kar Us Gumbad-e-Khazra ke saye meinNabi ki yaad mein aansu bahana yaad aata hai











