Haq baat kaho aur dat jaaoChahen gardan bhi kat jaayeJab khoon bahe dushman bhi kahe
Ishq ka unwaan, Taaj Ul Auliya,Sunniyo'n ki jaan, Taaj Ul Auliya.Jis ke phoolo'n mein hai Taiba ki mahek,Wo haseen guldaan, Taaj Ul Auliya.
Suno Humare Dilo Ki Sada Ataa e RasoolKaram Ho Hum Pe Bhi Khawaja Piya Baraa e RasoolPhir Ek Baar Banado Musafir e TaibaKhuda Ke Waste Kardo Ata Liqa e Rasool
Islamic shayari ke saath aur bhi Islamic quotes in hindi english, Muslim shayari in hindi, Allah shayari in english, Islamic shayri, Islam shayari, Islamic Poetry, Islamic Shayari Hindi, Islamic Shero Shayari, Islamic Quotes in Hindi,
Yaa Man Huwallahulladzii Laa Ilaaha IllallahuAwarrohmaanur RohimAl Malikul Quddus Salaamul Mu’minul Muhaiminul ‘Aziizul Jabbaar
mera murshid sohna, mera murshid sohnamera murshid sohna, mera murshid sohnamai.n neewaa.n mera murshid uchchauchiyaa.n de sang laaisadqe jaawaa.n inaa.n uchiyaa.n to.njinhaa.n neewiyaa.n naal nibhaai
Allah ke huzoor yeh hota hai faislaWatu izzu mantasha watu zillu mantashaJhoothi nawaz shaat ki barish fuzul haimujhko zaleel karne ki saazish fuzul haiMera qadam qadam pe madadgaar hai khudaWatu izzu mantasha watu zillu mantashaNadan ko is baat ka bilkul nahi pataWatu izzu mantasha watu zillu mantasha
What Is Zakat in Islam? Zakat is an Islamic financial term. As one of the pillars of the faith, it requires all Muslims to donate a portion of their wealth to charity
chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke rozebade hazrat ki baargaah chalonoor-e-kausar ke sath mil kar chalowah ! kya martaba aye ghaus ! hai baala teraunche uncho.n ke saro.n se qadam aala tera
sakht mushkil me.n hu.n baghdaad se aao jaldimujko ya ghaus ! musibat se chhudaao jaldiek ishaare se tumhare hue murda zindaqalb-e-murda ko hamaare bhi jilaao jaldi
pukaaro, shaah-e-jeelaa.n ko pukaarobadal jaaegi qismat, be-sahaaro !ye dar mahboob-e-sub.haani ka dar haibhikaari ban ke aao, taajdaaro !
ya shah-e-bahr-o-bar ! ho karam ki nazarsab ki big.Di banaana tera kaam haiThokre.n khaa ke girna mera kaam haihar qadam par uThaana tera kaam hai












