ajmer ka jab ye manzar hai , baghdaad ka manzar kya hogarahete he.n jahaa.n nabiyo.n ke nabi, wo shahar-e-munawwar kya hogawo kalma padaaye.n choro.n ko, murdo.n ko uthaa de.n thookar sejab ghaus me.n itna paawar hai, to sarkaar ka paawar kya hogahe.n aaj bhi apne uljan me.n, uthte he.n sawaal aksar man me.njo apna janaaza khud hi padhe, wo saabir-e-kaliyar kya hoga
sardaar-e-auliya he.n mere ghaus piya jilaaniwo mahboob-e-sub'haani shah-baaze la-makaaniwo kindile nooranisardaar-e-auliya he.n mere ghaus piya jilaanitere jadd ki hai barwi ghaus-e-aa'zammili hai tuje gyaarwi ghaus-e-aa'zam
chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke rozebade hazrat ki baargaah chalonoor-e-kausar ke sath mil kar chalowah ! kya martaba aye ghaus ! hai baala teraunche uncho.n ke saro.n se qadam aala tera
shaah-e-jilaa.n !, peer-e-peeraa.nmurshid mere ghaus-e-paakapne dar par , apne mangte ko bulaae.n ghaus-e-paakaur apni deed ka sharbat pilaae.n ghaus-e-paak
sakht mushkil me.n hu.n baghdaad se aao jaldimujko ya ghaus ! musibat se chhudaao jaldiek ishaare se tumhare hue murda zindaqalb-e-murda ko hamaare bhi jilaao jaldi
Imdad kun Imdad kun, Az Ranj-o-gham aazad kunDar Deen-o-Duniya shaad kun, Ya Ghaus-e-Aazam Dastageer !Tere Hath me.n Hath Maine diya haiTere Hath hai Laaj Ya Gaus-e-Aazam !Imdad kun Imdad kun, Az Ranj-o-gham aazad kunDar Deen-o-Duniya shaad kun, Ya Ghaus-e-Aazam Dastageer !
pukaaro, shaah-e-jeelaa.n ko pukaarobadal jaaegi qismat, be-sahaaro !ye dar mahboob-e-sub.haani ka dar haibhikaari ban ke aao, taajdaaro !